shyari-e-mohabbat

Status
Not open for further replies.
Shaayari for u ...... IT People

aarzzee kiya hai............

Ghar se jab tum nikale
pehen ke reshmi gown.
Jaane kitne dilon ka
ho gaya Server down.

Jo muddat se hota aaya hai,
woh repeat kar doonga...
Tu naa mili to apni zindagi
ctrl+alt+delete kar doonga...

Roz subha hum karte hain
pyar se unhe good morning...
Woh aise ghoor ke dekti hain
jaise 0 errors aur 5 warning...

Kal jab mile thhe....
to dil mein hua ek sound.
Aur aaj mile to kehte hain...
your file not found! *

Aisa bhi nahin hai ke
I don't like your face.
Par dil ke storage mein
No more disk space

Shayad mere pyar ko
taste karna bhool gaye...
Dil sey aisa cut kiya
ke paste karna bhool gaye...

Jo muddat se hota aaya hai,
woh repeat kar doonga...
Tu naa mili to apni zindagi
ctrl+alt+delete kar doonga...

ishq main uljhane pehle hi kam na thi.........
or paidda naya dard-e-sir ka r liya
log to darte hai kaatil ki parchai se
hamne kaatil ke dil main bhi ghar kar liya..................
 
Uncle ji ....... aaj to aapki bhi sense of humour kudhabba activate ho ri...........hehhheh........ .........lage raho nuoey hi................................
 
Last edited:
tooti hui mundair pe chota sa ik dia;
mosam se keh rha hai aandhi chala k dekh..

Rajendra Ji, Refree banne ke baad ghane cool mood me aa ge aap to? Ke baat?? Ke dhab hain aapke?

Cheers!!

Shobhit Deshwal
 
pyar aa jaata hai aankhoen main ronne se pehle
har khawab toot jaata hai sone se pehle
ishq hai gunaah yeh to samajh gaye hum
koi rok letta yeh gunah honne se pehle.............................
 
yeh raat itni tanha kyoun hotti hai
kismat se apni sabko shikayat kyoun hotti hai
hame patta hai ke unhe ham paa nahi sakte
fir unhi se humme mohabbat kyoun hotti hai......................
 
Ekte Badh Ke Ek

Yo dhayal aur parshant bhee karde pad ke lag rahe hai

Bhai koi kaam kee baat kara karo

yo payar aur mohhabbat kuch na hota
 
kyon bhai bhuppe.....tu ke har bakht bakri ke cherre laaye jaaya karee.......;)......kissi ne suthri dhalla nachod rakhya deekhe tu...............:D.....
Yo dhayal aur parshant bhee karde pad ke lag rahe hai

Bhai koi kaam kee baat kara karo

yo payar aur mohhabbat kuch na hota
 
yeh raat itni tanha kyoun hotti hai
kismat se apni sabko shikayat kyoun hotti hai
hame patta hai ke unhe ham paa nahi sakte
fir unhi se humme mohabbat kyoun hotti hai......................

Taaron bin chaand ko ye raat tanha lagti hai
Tere naam liye bin kahi har baat tanha lagti hai
Ek aas hi hai tumhe paane ki dil me
N paane ke darr se ye mohabbat tanha lagti hai
 
very nice Monika..............
humme na chhedo hum sataye hue hai
bewafai ke sadme uthaye hue hai..................

Na chedenge unhe, jo pehle se hi chide hue hain
Lagta hai is jahan me sirf aap hi sataaye hue hain
Aap Jis bewafaai ke sadamon ko uthaaye hue hain
Njaane kitne inhe Guzra Zamana samjh bhulaye hue hain
 
socha tha bhula doonga unhe,
par iss dil main unki yaadoein ke jakhm banne hue hai
bhar jaate hai shareer ke jakhm to
par kaisse mitaye wo nishaan jo iss dil main banne hue hai
unki yaadein ab ban gayi hai naasuur
waqt gujarne ke saath dil ke Jakhm aur haree hue hai...................

Na chedenge unhe, jo pehle se hi chide hue hain
Lagta hai is jahan me sirf aap hi sataaye hue hain
Aap Jis bewafaai ke sadamon ko uthaaye hue hain
Njaane kitne inhe Guzra Zamana samjh bhulaye hue hain
 
Gujara jamana tha wo ya mai ka bhara hua pyala tha
har waqt tha unka tasuoor,kya ulfat ka afsana tha
waqt-bewaqt unki galiyon main aaja -jaana tha
bikhar jaate hai sapne kaisse pal bhar main
ki fir unki gali ka rasta bhi hamare liye anjaana tha............

Na chedenge unhe, jo pehle se hi chide hue hain
Lagta hai is jahan me sirf aap hi sataaye hue hain
Aap Jis bewafaai ke sadamon ko uthaaye hue hain
Njaane kitne inhe Guzra Zamana samjh bhulaye hue hain
 
Deepak main agar noor na hota
tanha dil yeh majboor na hota
hum aapke paass khud aa jaate
agar aapka aashiyaana itni door na hota.............
 
kambhakat dil ki har saans kyoun uska ahsaas dilati hai.........
hawa ke jhohoien ke saath wo saaye ki tarah chali aati hai........
koi bata de iss dard ki dawa mujhe........
bhoolna chahta huin jitna usse.utna ki kyoun yaad aati hai.............
 
Bahut muskil hai rahgujar thodi door saath chalo
bada kathin hai safar thodi door saath chalo
tamam umar kaha koi saath detta hai
ki abhi kadam hai ladkhadaye hue thodi door saath chalo
yeh ek sab(raat) ki mulaqat hi ganimat hai
kal ki hai kisko khabar thodi door saath chalo
ki abhi jal rahe hai chiraag raho main
abhi door hai sahar(savera) thodi door saath chalo............
Bahut muskil hai rahgujar thodi door saath chalo
bada kathin hai safar thodi door saath chalo.........
 
Madhoshi had se gujar jaati hai yaad tumhari aane par
tasveerre badalti hai karwat yaad tunhari aane par
kampam kar uthta hai mann yaad tumhari aane par
ashoqein ke samandar main yaadein tasveere badalti rahti hai
larajkar rah jaata hai mann yaad tumhari aane par
hai dhund bahut merre mann main
door tak bikhre yaadoien ke saaye
ek tera saaya dhoonde na mille yaad tumhari aane par
dil mar mar jee uthta hai yaad tumhari aane par............
 
Status
Not open for further replies.
Back
Top