smart saand(bull)

Status
Not open for further replies.

dineshm

New member
ek baar tau kee saasu(mother in law) comes to visit him.tau sochta hai is se meri bana ke rakhni so he talks to his saasu very politely but saasu is very gussa wali .they talk like this for a lot of time (tau talking politely & his saasu in gussa) .wahin par tau kaa bail (bull)khada tha. usne pata nahin kyaa hua usne tau kee saasu ko aisa kick mara kee she died on the spot .
log tau ke paas aane lage dukh batane ke liye. koi bhi aadmi aata aur tau apna sar haan mein hilata ,phir woh aadmi tau ke kaan mein kuchh kahata aur tau apna sir naa mein hilata .yeh har din chalta rahta.aakhir tai ne na raha gaya aur boli yeh kyaa ho raha hai ,tau bola har aadmi mujhse kahta hai kee yeh to ek tragedy ho gayi ,main apna sir haan mein hilata hoon ,then they ask me in my ear that can they hire the bull ,main apni gardan ko naa mein hilata hoon,kyonki bull ek saal ke liye book hai.
 
Status
Not open for further replies.
Back
Top