sunitahooda
New member
Hello----hello....mike testing.....Rupendra kya aap abhi ghatnasthal par maujood sain? Meri abhi mr.Dev se baat hui mobile pe...pehley to wo mobile utha hi nahi rahe they....lekin unke Mobile me....ek Haryanwi gaaney ki CALLER TUNE lagi thi to mere ko vishwas hua ki yahi hai Dev Ji ka number....Gaana tha....Kothey chadh lallkaarun....dekhey ho mera daaman lyayiye....yahan ye Jikra maine iss liye kiya ki Dev Ji ko pani sanskriti se behadd pyaar hai....Abb muddey ki baat pai pahunchtey huya....Dev Ji...aap ke paas wo tej dhar wali Khurpii aayi kahan se? aur aap uska istemaal kaise karna chahtey the???? Dev Ji....thoda jhijhakktey huay....Sunita Bebey.....SUNITA: bebey means Sir???? DEV JI: It means Bebey and we use it for ladies whom we regard as Younger sis.....fir jawab detey huay...pehley unhoney mujhsey vayda liya ki iss Vartalaap ko EDIT karkey JNSADHARAN ko sunaya jaye: Asal me MUMBAI me hoti hui Moosladhar Meeh ki Wajah tai mere laalch aagya tha Bebey arr manne sochi ke Badhiya mauka sai....Harry-harry(green) DOOB kaatan ka Mahensaan khatr....to ye thi unki aski parvarti....THAT HE FELT GREEDY AFTER SEEING GREEN-GREEN GRASS N THIS LED HIM TO THESE CONTROVERSIES....
fer ear fones key haath laakey }............ monika ,, monika....... kya aap mujhe sunn saktey hain ? shayad sampark tut gaya hai...... o nahi ,,, haan monika ... yahan par kaafi bada question uthta hai,,,, ki yey khurpi hathiyaar mr dev ke pass ayya kahan sey ??yey bhi mana ja raha hai ki ,, kahin mr dev ke connection kahin underworld ke saath to nahi hai ......muimbai crime branch ki team maukey par pahunch chuki hai........ lakin abhi mr. dev ney iss baat ka koi khulasa nahi kiya hai ki woo hathiyaar laayey kahan sey???..... jaisey hi koi khulasa hota hai ,, mein aap tak bana rahuga.......... camera man raathi aur rahul tokas key saath,, mein rupendera aaj tak
![]()