sunkh jor se na bajaiye

Status
Not open for further replies.

moranil

New member
ke baar mandi ke pujari ke dast lag gaye.
doctor ne davayee de de.
pujari ne phuchya: kio per-hej ho to bata de.
doctor: or to theek hai, pher bhi sunkh jor se na bajaiye
 
hahahaha...

moranil said:
ke baar mandi ke pujari ke dast lag gaye.
doctor ne davayee de de.
pujari ne phuchya: kio per-hej ho to bata de.
doctor: or to theek hai, pher bhi sunkh jor se na bajaiye

bhai mor saab aapne FLIGHT sidha jind te aare JATLAND pe sahi land karwayi.......hahahaha...lol.:D:D:D:D
manne ghanni be padhna padhya yu chutkala aapka ;)

ek be to mein bichal gaya tha hakke yu KIO PER-HEJ ke hoya karre.....hahahahahahaha.
pher dubara aapne ek aur chod diya......SUNKH..hahahahaha:D
ghanni dhyan te situation pe jor lagaya to samjh mein aayi hakke aap ne......
KOI PARHAJ bataya tha
bhai MANDI KA PUJARI SHANK NAHI BAJAWEGA TO RUKKA KYUKAR PATEGGA....
hahahahahahha....lekin bhai bahut badhiya chutkala bagga diya tanne...:D
 
vaa bete! pahunchgaya jatland pe or bataya bhi nahi.

moranil said:
ke baar mandi ke pujari ke dast lag gaye.
doctor ne davayee de de.
pujari ne phuchya: kio per-hej ho to bata de.
doctor: or to theek hai, pher bhi sunkh jor se na bajaiye

hi anil,

nice to see you at jatland.
 
lagta hai kisi ke samaj me nahi aya

haan dahiya bhai,

lagta hai kisi ke samaj me nahi aya.
maine bhee kai din lagaye the.
woh mandi ka nahi mandir ka pujari tha. typing mistake ho gaya

chalo kise ke to samaj me aya.....
sahi bhi hai.... jat ke samaj me aa gaya to jat kis baat ka.:)
 
Status
Not open for further replies.
Back
Top