suwaadu chutkula...

Status
Not open for further replies.

harish

Banned
Ek baari haryane ke randee (unmarried) jaade main ek sauud (rajai) mein sove the....bole bhai koi paad de to bol diyo....sipahi agya sipahi agya...ek marebate ne paad agya har JHAKOI naa ghane ye jorr laa diya..haar pajama saan diya khagad naa..thodi baar mah bolya..sipahi agya ..sipahi agya..us time to saare ne baar mooh kadh liye ..fer thodi baarmain jib bhitar naa rang dekha to bole..are khasam!!!..ade to sipahi ke seti THANEDAAR bhi aa re sai

ha ha ha ha..howz it???
....................................................................................................
....................................................................................................
 
second version

Good Joke bhai :) :)

Iska dusra version aur sai bhai...it goes as.......

Do yaraa nai salah milayi ak bhai is type ka kaam ho jya to nyu kah diya karo ak "ud(fly) jya re Panchhi(bird)"...pher samajh jyaange ar naak band kar liya karaannge.......

par ek din un donua main tai ek pai yu-e Thanedaar aala kaam ho gya......jisnai yu kaam karya tha vo kuchh nahi bolya ar kayi haan tain baans(smell) nahi gayi to dusra bolya ak bhai panchhi nai uda de...............

pahle aala bolya bhai yu konya ud sakta iske to par kate pade sain
 
Tam bhey meraar kit ta to-to ka lao so ek ta ek HHPPG Kati. :)


pahle aala bolya bhai yu konya ud sakta iske to par kate pade sain[/QUOTE]
 
kulwant said:
Good Joke bhai :) :)

Iska dusra version aur sai bhai...it goes as.......

Do yaraa nai salah milayi ak bhai is type ka kaam ho jya to nyu kah diya karo ak "ud(fly) jya re Panchhi(bird)"...pher samajh jyaange ar naak band kar liya karaannge.......

par ek din un donua main tai ek pai yu-e Thanedaar aala kaam ho gya......jisnai yu kaam karya tha vo kuchh nahi bolya ar kayi haan tain baans(smell) nahi gayi to dusra bolya ak bhai panchhi nai uda de...............

pahle aala bolya bhai yu konya ud sakta iske to par kate pade sain



LAGGE RAHO BHAI KULWANT PARR KATRAN..............Ha........HA.........Ha...............ND KAAM!
 
bhaiyo yen doosre version bi bhejde rahya karo....kayi jagah paa kayi tarah sunane pad sake sain..thanks for transformation....keep posting!!!
 
Last edited:
Status
Not open for further replies.
Back
Top