subhashbalhara
New member
Ek bar ek taaii ki mulakat ek NRI t hogi. Taaii boli beta-dusre desh ki suna, log kisi zindgi kat re hai. NRI chhora bola taaii-Tu to yahan badi bekar zindgi kat ri hai, videsh m to ibb tahi tera 4 bar byah ho leta aade iss khusat tau k kit fasgi Ye to nirrey kam kam karwan ke hai
Taaii boli-beta dusre desh mein to jaan ka jugad konya par yo byah aali kami to mein aade poori karke chhodungi. sham ne tau t boli dekhhe koe theek sa chhora dekh de mere khatar byah karna hai
Tau bola iss umar mein byah?? Taaii boli kyon ke hua dusre deshan mein bhi to iss umar mein kara kare. Taaii boli manne nahi berra mein to byah jarur karoongi. Tau k aansu aage.Taaii boli tere aasuan ke chakar mein byah konya talloo... Manne sari zindgi nyu e katdi...........sham ko tau desi daaru ki botal pee k taaii dhore gaya, bola sune hai ke..... byah cancel kara k ........
Taaii boli kyon ke karega??? Tau bola mein bhi sochra hu ki mein bhi karlu...
Baalka khhatar nai MA le aau Itna sunte hi taaii ron lagi boli tere sukh dukh mein kaam to manne aana hai...........ghar ka nash na kare...manne bhi cancel kar diya tu bhi karde.... Mahaare desh ki Ijjat mahaare sanskara e t to kari ja hai... dekhhe shareer ke rishte t yo pyar bhara Pati-Patni ka rishta bada hove sai....itna sunte hi tau ki aankha mein khushi ke aasu aa gaye