Taau in Bombay

Status
Not open for further replies.

avesh

Member
ek baar ek taau bombay chala gaya waha per vo ek bus me beth liya bombay me do jagah ke naam hei Kalba devi aur mahalaxmi. taau ko seat mil gayee , aur saath me do ladki bhi beth gayee. conductor aaya aur tik tik karne laga,pehli ladki ne purse se paisse nikale aur kaha ek kalba devi conductor ne ticket de diya phir dusri ki baari aayee, usne bhi purse se paisse nikale aur kaha ek mahalaxmi, taau ye sab dekh raha tha usne sochaa ke yaha bombay me shyaad naam batana padta he , taau ne jeb se paisse nikale aur kaha ek badlu nambardaar:D
 
ek baar ek jaat BPO mein interview khatir gaya
interviewer(rob se) : English Aati hai.

Jat(josh mein jor se): Yes

Interviewer(rob se) : kitni

Jat (josh mein): bas
 
ek baar ek taau bombay chala gaya waha per vo ek bus me beth liya bombay me do jagah ke naam hei Kalba devi aur mahalaxmi. taau ko seat mil gayee , aur saath me do ladki bhi beth gayee. conductor aaya aur tik tik karne laga,pehli ladki ne purse se paisse nikale aur kaha ek kalba devi conductor ne ticket de diya phir dusri ki baari aayee, usne bhi purse se paisse nikale aur kaha ek mahalaxmi, taau ye sab dekh raha tha usne sochaa ke yaha bombay me shyaad naam batana padta he , taau ne jeb se paisse nikale aur kaha ek badlu nambardaar:D
Jama rog kat diya aapne to:rockhahahaha...../
 
Status
Not open for further replies.
Back
Top