jat2007dahiya
New member
pehla teh sab bhaiyon aur unki behana ne meri ram ram ...........bhai yo mera pehla thread hai se kauch galti ho to pakka bata diyo. ya mahare ek ,master ne sunaya tha........
ek baar taau rupe ek jhota len gaya tha apni rishtadari mein udday hogi kuch kaya suni teh woh unke katedde ( bhas ka beta) ne leke chaal padya. raah mein aati aana woh ghanaye dukhi ho liya tha uppar te thi dophari , aati aana raah mein ek bhason ka mela lagraya tha teh usne sochi melen mein teh likad loonga koi jhota pasand aagaya teh lelenge, par usne koye aaya nahi, jab woh mele meni pooncha teh ek aadmi boolya taau ke lega hi ka, taau kuch na boolya chaalta rehya, aaga jaa ke ek aur boolya taau ke lega hi ka, taau ek teh garmi mein uoonye dukhi ho rahya tha , thoda dekh kah uki kehnaya phar chaal diya, thodaye aaga gaya tha ek ne aur pooch liya taau ke lega hi ka, taau ke uthgya choo bidtaye bola "Rishta lunga karegaa".