Tau: Re Keshu, yo dibiya si ke le rya se?
Tai: Issi dibiya ssi te Keshu ki bahu bhee le rhi se.
Keshu: yo mobile phone se, iste aadmi, dusre aadmi te kite bhi baat karle( ye baat bethak mein ho rahi thee, kesu ne mobile aapni bahu jo rahne ghar( saal) me thee , tai ki baat karwa dee)
Tai bahut khus hui, pher kuchh soch ke boli. bhai tame badalge.
Tere tau ne saal mein ek Taali( small Bell) latka rakhi thee aue ek jewadi te baandh ke baithak mein jewadi ka dusra thod latka rakhya tha.
Keshu: pher ?
Tau: pher ke, jib maine teri tai te baat karan ka ji karata, mein jewadi khench ke talli bajja deta, aur teri tai baithak mein aa jati.
Tai: je maine tere tau te baat karni hoti, mein baithak mein jaati aur tere tau te poochhti...Taalli bajai thee ke?
cheers!