Doston, ya to bilkul sacchi baat sai.
Har saal, Jat college mein ek aadh oot bhi bharti ho jaa hain. Aisa hi ek oot ek bar daakhil ho gaya aur sabne bada pareshaan karan laagya. Kisi ho ne, kuch bhi keh de.
Ek din ek mote se master te bolya "O Master, tere pajame kaa naada likad gya ke?"
Master ko bada bura laga aur usne Principal te jaa kar shikayat kar di. Principal ne kaha, Kal isne theek kar doonga!
Agle din Principal ne gher liya wo aur sudha apne office mein le gya. Jaate hi sau sunaai, bahut daraaya dhmakaya. Pher ant mein bolya, aaj ke baad sabse tameez te pesh aayiyo.
Ladka bolya "Accha bol liya ho to jaaoon ke?"
Principal ko ya baat bhi acchi nahi lagi aur bolya "Haan ek baat aur, aaj ke baad jis se bhi baat karo 'ji' laga kar karo"
Ladka bolya "Accha ji... kya ji.... main ji... ja ji.... sakta ji................ sssss soon ji?"
hahaha