yado k is safar me bahut tanha h hum
dil poochta h kaha h vo kaha h hum
jalti h aas ban ke bati bin diye ki
kyonki h ummedo k jhonke
ban ke h hava oske sang
jee rahi hu jaise m intzaar m tere
gin gin k din
koi aur hoti to mar jaati ab tak
kab ki bin aas umeed bin
tum ban gaye ho mrigtrishna meri
na jaane kab hogi is hirni ki bhaga daudi poori
dil poochta h kaha h vo kaha h hum
jalti h aas ban ke bati bin diye ki
kyonki h ummedo k jhonke
ban ke h hava oske sang
jee rahi hu jaise m intzaar m tere
gin gin k din
koi aur hoti to mar jaati ab tak
kab ki bin aas umeed bin
tum ban gaye ho mrigtrishna meri
na jaane kab hogi is hirni ki bhaga daudi poori