Tanhaai.....

Status
Not open for further replies.

crsnadar

New member
Hum tanha hai akele hain yahan to kya hua...
Koi hai jo hummare andar hi hai aur wo hai apna...
Nahi mila aisa socha tha jaisa to kya hua...
Jo raha saath hamesha mere wo hai mera sapna...
Ye koi haari hui soch nahi jeet ki shuruwaat hai...
Koi khayalon ka mahal samajh lo ya meri kalpna...

......................................................rahul nadarya

........................starting a new threads for "TANHA" souls......only "TANHA"
 
Last edited:
......

good yaar...nice....
 
Khaamoshi ki had ko bhi ab kaan lagakar kar sun lenge,
Chaahe chhup lo door bhi kitna lakh me tumko chun lenge,
Aahat har aawaj ki unke kadmo se hukar guzar gayi jab,
Chaahe rok lo tum saanso ko har saans tumhaari sun lenge.

...wah ..wah:)
 
खामोश तन्हाई पे मेरी ताज्ज़ुब है तुम्हें
मैं मानी हूँ अल्फाजों का अल्फाज़ नहीं हूँ|
क्यूँ मुझको हो ज़माने के बदलने पे हो गिला
जब खुद ही था जो कल मैं वो आज़ नहीं हूँ|
 
tanhai me jab beety lamhon ki yaad aati hai,
kya kahe..! jisam sy jaan chali jaati,

Kehne ko sath apne ik dunia chalti hai, pur chupke sai es dil mein
tanhayi palti hai,
 
Gud One Guyz

tanhaii kitni apni si hai
jo mujhse mujh ko milati hai

Rehtey hain saath saath mai aur meri tanhai ..
Kartey hain raaz ki baat mai aur meri tanhai ..
Din tho guzar hi jata hai logon ki bhid mein ..
Kartey hain basar raat main meri tanhai ..
Saanso ka kya bharosa kab chor jaye saath ..
Lekin rehgaye saath main aur meri tanhai ..
Aaye na tumhe yaad kabhi bhul kar bhi humari ..
Kartey hain tumhe yaad main aur meri tanhai ...
Aa ke paas kyu dur ho gaye hum se ..
Kartey hain teri talash main aur meri tanhai ..
Tum ko rakhenge saath zeenat bana kay ghar ki ..
Rehjaye phir na tanha main aur meri tanhai.....:)
 
Tanhaaiiiiii ... dono ko paas le aayi

Tanhaai main kis kadar Waqt Gujaartein hain ....
Machhar Gaate hain Gana or hum taaliyaan maartein hain...

Kaya fusion hai na ..... life is fusion everywhere
 
Tanhaai

Main yaha tu waha ,pyaar jaane ab hai kaha
kabhi karte the pehro baatein,dhero kasmein dhero waadein;
kasmein tuti,waadein tute,saath hum bhi toot gaye;
Ab tanhaai ke saaye mein tanha akele tadapte hai,
Dil aaj bhi tujhko chahta hai,hum tere liye taraste hain.............
 
tanhaio me jo tanha hue to koi nahi gum
mahfilo me bhi jaake tanha hue to kaha jaaye hum
Rehtey hain saath saath mai aur meri tanhai ..
Kartey hain raaz ki baat mai aur meri tanhai ..
Din tho guzar hi jata hai logon ki bhid mein ..
Kartey hain basar raat main meri tanhai ..
Saanso ka kya bharosa kab chor jaye saath ..
Lekin rehgaye saath main aur meri tanhai ..
Aaye na tumhe yaad kabhi bhul kar bhi humari ..
Kartey hain tumhe yaad main aur meri tanhai ...
Aa ke paas kyu dur ho gaye hum se ..
Kartey hain teri talash main aur meri tanhai ..
Tum ko rakhenge saath zeenat bana kay ghar ki ..
Rehjaye phir na tanha main aur meri tanhai.....:)
 
Khamosh Tanhaai

Tanhaai ki rain jab aati hai
Charon taraf khamoshi chaa jati hai ...
Akele lete lete ghar ki chhat ko Nihara kerte hain ...
Poori raat bistar pe lutluti maar ke Gujara kerte hain ...
 
tanhai ki yaad to aati hai magar jeevan ke safar me kuchch bhool se jate hain.
aksar wo jinhen pyar karna nahi aata tanhai se ghabrate hain.

wo yadgar lamhe ak teesh ki kashak hai tanhai ki har teesh unki yaad dilati hai

kash wo teesh hamesha bani rahe jo samay dar samay gudgudati hai
tanhai ak aur naya sabera layegi, jeevan ke dhundh se bahar layegi

unka bhi sath hoga, hathon men hath hoga
wo tanhai ki yaden har pal jagayegi
man ke tarango me nashili jhonke si itraegi

yaad rakhna mere dost wo ak din jaroor ayegi aur jeevan se tanhai mitayegi
 
Last edited:
Tanhai ke shor me dab jaati hai dhadkano ki awaaz .......... Har aur bas teri tasveer bola karti hai .........

mai aur meri tanhai..

teri banda perwari say mayray din guzar rahay hain
na gila ha dostoon say ,na shikayatay-e- zamana se..!
 
Last edited:
Itni tanha naa hoti jindgi ,
Kisi mod me tum mil jate to accha hota....

Teri yaddon ke jugnu hamesha sath hain mere..
fhir bhi logo se suna hai ki andhere me hu main ..
apne haalat se khus hu bahut main..
fhir bhi logo se suna hai tanha or preshan hu main ...
 
Last edited by a moderator:
what a match

Oye yaar mast match chal reha hai meja aareha hai ....... tum aade saare tanhaai tanhaai khelo so ..... ude koi sir bhi aage nahi adaan detta ..... ker lyo shero shyaari ... main to match dekh reha hoon......

Good match very tight one
 
Status
Not open for further replies.
Back
Top