ek baar ek netaon (politicians) se bharee bus tau ke khet mein ped se takra gayee. tau ne sabko dard se karahate hue suna to bhag kar aaya aur kuchh der baad jameen mein ek khadda khod kar gaad diya. kuchh din baad police enquiry ke liye aayi aur tau se poochha ki kya sab accident hote hee mar gaye jo usne sabko gaad diya. tau bola , nhain kuchh bol rahe the ki wo jinda hian par aap jaante hain netaon kee baat par bharosa nahin hai.