Tau Bhulan

Status
Not open for further replies.

loginrahul

New member
Tau Bhulan k dudh ki dairy thi arr 10 bhains thi....

Ek din ek afsar aaya aur Tau te puchan laga "Tau tum apni bhaniso ko kia kilate ho"
Tau Bhaulan bola "Main apni bhaniso ko taza niyaar, khal, aur bhaki sari bhaniso k khan ki cheeze kilata hoo,"
Afsar bola "Main Monika Gandhi wali NGO se hoon aur tume bhanso ka admiyo ki khayal rakna chiye aur wo kilaya karo jo tum khate ho ..kyoki unka baraber ka adikar hi" aur tau ki Rs1000 ki parchi kat di

Ab thode dino baad ek aur afsar aaya aur tau te pucha "Tau tum bhainso ko kia kilate ho"
Tau bola "Main inka apne tarah khayal rakta hoon aur inhe roti, sabzi kilatha hoon"
afsar bola "Main UNO se aaya hoon , world me logo k khane k liye rooti nahi hai aur tum bhainso ko kilate ho" aur tua ki Rs2000 ki parchi kat di


Ib thode aur dino baad ek aur afsar aaya aur tau te pucha "tum bhainso ko kya kilate hoon"

Tau ne 5 min socha arrr bola "Main inhee roj Rs30 de-deta hoon aur jo inka maan kare ye wo kha le hai" :rock:rock:rock
 
lath gaad diya tau ne

Bhai maadi haryanvi mein kasar rehgi na yoh maine sahi desi mein sun rakhya se, ghanna kassut sodhha baga gya bhaiiiiiii :rock
 
ooops

Monika Gandhi.. :p:p

par chutukula gach tha!!!:rock:rock:rock



Monika !! ek bai toh main bee sochan laag gya tha aak yaahe hogi wah jaanwaraan ki rukhali ... Chutkala badhia tha ... haan spelling mistake thi maadi si bus
 
Monika !! ek bai toh main bee sochan laag gya tha aak yaahe hogi wah jaanwaraan ki rukhali ... Chutkala badhia tha ... haan spelling mistake thi maadi si bus

Chillar sahab Monika Gandhi toh samaj main aaja see.. shukar hai bhai nee Monika Lewinsky ke typo error naa kari :D
 
Status
Not open for further replies.
Back
Top