Tau ka Dukh

Status
Not open for further replies.

sanjeetsparp

New member
Ek baar ek ghane e dathore aala taut ha … Tau Surte. Wo mar gya .. Bahar te log boojhan aaye. Sundu Baithya tha ude kharad talle Tasla Daabe.
Ramher: Re aachhya bhala tha ke hoya … koi dukh bhi na tha …

Sundu: Ji Dukh te koi konya tha per paachle mehine te ghane chaaker ped-ge thee ghar main ..

Chhore Bidesh chale gaye …. Paaache te donuwaan ke bahu bhaaj-gi ghar ki toom le ke… jab bhi na kaali maani thee ….

Pher Chhori ne .. neechi jyaat ke te bhyaa ker liya … pher bhi na kaali maani …. Nyu e dithora rehya ….

Karje main keele bhi bikge … pher bhi kime na tha ….

Tai mari jab bhi raji tha ……

Ramher: aachha bhai .. per yo upper kyuker gaya ……

Sundu: ji manne te bas kaal nyu batai thee …. "Tau aaj te bhainsh ne doodh na diya" bas chinta main mar gya
 
Bhai sanjeet ... hath tha de iss chutkuli pe te tun ... mare batte tanne mhare ghane Milute kharab kara liye isse issyan pe .... :tamatar
 
action-smiley-051.gif


sport-smiley-020.gif






action-smiley-048.gif


sport-smiley-005.gif


action-smiley-060.gif


Ye saari Saja hain kon se saja dyoge .. ise bekaar joke pe
 
Bhai Sanjeete .... yo te ghanaa bharyyaaa dukh ho gyaa thaa..... isssaa jhatkaa ke uutte thaa... tau dhore... ek meinshe kaa doodh te reh gyaa th bechaare dhore.... ussne doodh naa diyaa .... arr Tauu chal bassaa......
 
Status
Not open for further replies.
Back
Top