sandeepsomu
New member
ek be ek Tau ka chora foaj mein barti ho gaya.jabalpur mein duty lagi hui thi..ek dinn tai bole ki dekhe aaj chore ne phone kerle.Tau ne number dial kiya lakin number galat leg gaya .
.aage se aawaz aayi ki hello main SITA bol rahi hu..
tau jor te bola, re subhash ki maa, phone to jabalpur lagaya tha yeh susra to Ayodhya mil gaya......