tau kaa daant

Status
Not open for further replies.

dineshm

New member
ek baar tai aur tau dentist ke paas gaye daant nikalwane ke liye. Tai boli ki mere pass time nahin hai, daant jitna jaldi ho sake ukhad do , dard kee chinta mat karo, sunn karne mein bhi time lagega issliye sunn bhi mat karo.
Doctor tai kee himmat kee daad dete kee wo pakki jatni hai ,daant dikhane ke liye bolta hai. Tai bolti hai tau se, offo ab daant dikhate ho ki nahin...........
 
Status
Not open for further replies.
Back
Top