Tau ki najar

Status
Not open for further replies.

bsangwan

New member
Ek bai ek tau city ki market main chala gaya. Readymade garments ki dukan ke aage ek model thi, Tau usne jake bola, Ke time hoga. Model ke bole thi. Itne main salesman aaya or bola Tau ji yeah nahi bolegi yeah to model hai Yeah to bana rakhi hai.

Tau aaga chala gaya. Aage Ek oorat chup chap khadi kisi ka wait kar rahi thi. Tau uska hath laga ki bolya, Ya to aachi bana rakhi sai.
 
Bhayon
ise ise tau to ghane e sain........
Haryana ki TAU
aar
maharashtra Ke BHAOO( bhai)
dono bahot mashoor sain bhai.......
Jma khaas joke bijender bhai.....Dehaat ki yaad aagi padh ke.......
aur aan do ise ise chale paad joke,.....

Sangwan
 
Status
Not open for further replies.
Back
Top