anilsangwan
Active member
सुरेंदर आर किरण भी शरीफ थे / हैं तो ओसामा बिन लादेन भी संत था....... ......... बात ख़तम !!!
आर भाई अरविन्द तंवर .... वैसे या वेबसाइट सिर्फ जाटों के लिए है फिलहाल तो.... वैसे कोई रोक नहीं सकता आई टी के युग mein .... इस आई डी ने बैन कर देंगे तो आप दूसरा बना लोगे.... लेकिन फिर भी... यह तो interesting है की आप ने पहले पेज पर पढ़ कर भी ये साईट ज्वाइन की ... दाद देनी पड़ेगी ...!
आर भाई अरविन्द तंवर .... वैसे या वेबसाइट सिर्फ जाटों के लिए है फिलहाल तो.... वैसे कोई रोक नहीं सकता आई टी के युग mein .... इस आई डी ने बैन कर देंगे तो आप दूसरा बना लोगे.... लेकिन फिर भी... यह तो interesting है की आप ने पहले पेज पर पढ़ कर भी ये साईट ज्वाइन की ... दाद देनी पड़ेगी ...!
riwasa kaand ka yahan jitna bhi discussion chala hai... uske baare mein sirf itna hi kahunga:
yahan "raka" jaise log bhi hain, jinhe proud hai ki ek Jat leader ne rajputo ki izzat dindhaade uchaali.
yahan saboot maangney wale aise log bhi hain, jinhe pata sab kuch hai ki riwasa mein surender ne kya kia tha, inn logo ko kaam sirf itna hai ki iss kaand ko mann-gahadnnt saabit kar diya jaaye. inn logo ko aise kaand k baare mein saboot maangney ka bahut shok hai, jiske eye witness hundreds of people hain unn villages k jinhone surender singh ko police force k saath riwasa jaate dekha... aise girre huye logo se sirf itna kahunga ki saboot maangney ka itna shok hai aapko... to aapne kabhi apne maa baap se saboot maanga ki aapka baap kaun hai? kya aapne kabhi koi DNA test karwaya jo ki aap kisi aadmi ko puuri zindagi apna baap kehte aaye.. jabki iska koi bhi saboot aapke paas nahi hai.
ye jo DNA test wala question hai, ye sirf maine example k tor pe diya hai... kyunki humein zindagi mein her baat k liye saboot maangney ki jarurat nahi hoti. pata aapko bhi, pata humko bhi hai ki riwasa mein kya hua tha aur ye girra hua kaam kis ne karwaya tha.
i am a tanwar rajput, aur ye jo kaand hua tha wo bhi tanwar family k saath hua tha, jaise iss desh mein ramayan, mahabharat ka zikrr chalta hai aur log unhe maante bhi hain, waise hi riwasa kaand ka rajputo mein bache bache ko pata hai jo kuch bhi riwasa mein hua.
aur rahi baat raka ne jo kaha ki usne bansilal k saath kaafi rajput leaders dekhe hain to for ur kind information raka ji... most of rajputs in bhiwani district always voted against bansilal n his son... exception her jagah pe milta hai... kahan per mere papa ne fund raise kiya riwasa ki iss family k liye aur surender se dushmani mol li, wahin per mere tau ji ne hamesha surender ko support kiya in every election, surender ki death k baad wo surender aur kiran ki photo laaye aur apne ghar ki diwaar per taang rakhi hai.... paancho ungliyaan ek jaisi nahi hoti... matlabi log her caste mein hote hain... jinhe izzat se koi lena dena nahi hota... aur aise hi rajputo ne bansilal family ka hamesha saath diya.