rahulkharb said:Chalo bahut ho gaya... lugaiya ka gun gaan... pahla sochya thodi sharafat dikha day.. par yeah to saari sar pay chadan nay ho rahi say..Ramayan mein ram aur uskey babu ka lath kisne bajwaya ??? Mahabharat mein duryodhan aur pandva ka naas kisne karwaya ???
![]()
![]()
P.S. ( Dev sir itni sachi baat nahi bola karte .. arre kuch bandra nay hanuman ki ghani tarif kar di thi..to khaagad lanka phook aaya tha.. in lugaiya ki ghani tarif kardo kay to bayra ni kay kay karde gi.. somethings r better if unsaid)
Arre Rahul ye ittani chhori kadde tein kathhi kar li....ye te mattki phoddein sein. Par tnne ye apne profile mei kyun gaad li? Ha...ha...ha. Samajh gya mein.