P
pmalhan
Guest
Ek din satte apne baabu galyan delhi chala gaya. Canaugh Place place main baabu beta ghooman lag re the, chaan chak saate ek chchory galyan takraa gaya. Chchory gusse main aake boley "stupid", "idiot" cant you see. aar chal padi apne raah ne.
Satte ka babu bolya re chore tane tau meri naak kata di, ke eenhe din khater tuu BA tanhi padhaya tha, wa tana angreji main gaali degi aur tuu chup raha, yo sunke satte nai bhi chcho aagaya, wo bhaaz ke gaya aur chchri ka rasta rauk ke suru ho gaya "to the principal govt high school beri...." arr poori a chchutti ki application suna dii. chchori ke kamay samajh mai na aya ke yo ke horay se, waa haath jod ke boli , mana mmaf karo aur pher chaal padi.
chchori ne haath jpdte dekh satte ke babhu ki chchaati phoolgy. wo satte tayin bola re beta tana tau kamal kar diya, chchori ke haath judwa diye.
satte bolya babu yo ke kamaal tha, jai wa aur dat ja he tau eebe maine Thirsty Crow aur yaad thi