Very true from both Facets.
Jo Ram Ram karega woh kuchh na karke bhi apna culture/vajood/importance banakar rahega.
Aur joh nahi karta woh kuchh bankar bhi ye sab kho deta hai.
Kuchh ban jana hamko bade budhhon ke samne jhukna hi nahi balki bachon aur apne se chhoton ko bhi respect dena sikhata hai. Jisko ye nahi aaya toh woh kuchh bana bhi nahi.