misguidedyouth
New member
1 baar fattu rail mein safar kare tha, uske dhore 1 punjab ka aadmi, 1 rajsthan ka aadmi aur ek kashmir ka aadmi beth gaya, punjab aala bolua "tirange mein yo hara rang mahre punjab ke hare bhare kethon ka hai", rajasthan aala bolua "yo santri rang mahre rajsthan ke tibbeyan ka hai", kashmir aal bolya "dhola rang kashmir ki baraf ka hai", pher un sab ne fattu teh pucha "re fattu thare haryana ka toh kuch bhi koni tirange mein. fattu bolya "zhande ka yo lath ke thare babu ne gaad rakhya hai"