A
amarjitjoon
Guest
Ek admi ek kabar per beth kar chilla chilla kar keh raha hota hein "tu kyu mara tu kyu mara. paas se jate hue ek aur admi ne usse poocha bhai sahab aap kyu ro rahe ho kya ye aap ki patni ki kabar hein. Wo bola nahi yaar ye meri patni ke ex husband ki kabar hein. agar ye na mara hota to mein na phansta.