tumhari jeet ho ye meri dua hai

Status
Not open for further replies.

santoshbenaam

New member
Tumhari jeet ho ye meri dua hai
In aankho ne tumko hi chua hai
Kahty hai log dil me hoty hai jajbaat
Tum meri ho ye jajbato ka phaisla hua hai

Tumhari jeet ho ye meri dua hai
In aankho ne tumko hi chua hai

Zindagi kya hai ek pal ka pata nahi
Pal me koi bichad gaya koi apna hua hai
Haath choot jaye to koi gam nahi
Dil se dil to mila hua hai

Tumhari jeet ho ye meri dua hai
In aankho ne tumko hi chua hai


santosh benaam
 
Very Nice..
santosh benaam (Oct 20, 2003 08:12 a.m.):


Zindagi kya hai ek pal ka pata nahi
Pal me koi bichad gaya koi apna hua hai
Haath choot jaye to koi gam nahi
Dil se dil to mila hua hai




santosh benaam
 
santosh benaam (Oct 20, 2003 08:12 a.m.):
Tumhari jeet ho ye meri dua hai
In aankho ne tumko hi chua hai
Kahty hai log dil me hoty hai jajbaat
Tum meri ho ye jajbato ka phaisla hua hai

Tumhari jeet ho ye meri dua hai
In aankho ne tumko hi chua hai

Zindagi kya hai ek pal ka pata nahi
Pal me koi bichad gaya koi apna hua hai
Haath choot jaye to koi gam nahi
Dil se dil to mila hua hai

Tumhari jeet ho ye meri dua hai
In aankho ne tumko hi chua hai


santosh benaam

Wah bhai bahut badhiya.
 
Very nice Benam
Tumari bhi Jeet ho ye meri dua hai
Manjil bahut dur hae- Safar to abhi saru huva hae !!!!

Deloo ka Khel vah Manjil
Hae DHarmpal
ISS PER CHALNAY WALAI
HAMAESA LADKHADA JATAY HAN !!!!!!!!!!!!!!!
 
Beautiful....

Here is one sher I wrote on similar feelings...

Aane laga hai hume maja, aajkal shikast khaane me
Kyoonki lagta hai unhe achaa, hume dekhna es haal me

Rajendra
 
Status
Not open for further replies.
Back
Top