Usne kaha Mujh se kitna Pyaar hai

Status
Not open for further replies.
Bhai Amitey,

rai thoda bz tha,, btw ur shyari is too gd,,, yaar maine kit shyari aawai sai main seekhu tha er badiyaa line bangayi,,,
par maine laagya tu tai paidaaishi shayar sai,,,,,,,,,,hahhaah

ek sher aur yaad aa gya yashu meri darling .tu samaj hi gya ho ga ki main kaun hu.............
arz kia hai..............
desh badla,mausam badla,badal gyaa jamana bhi ..........
tanhai bhare is sankat main mudd kar dekha jo picche ......
to badala badla lagga ye jamana bhi...........

bakki bhai ye sher mere apne hai .......main arr mera chhota bhai donu likhe hai saare sher agli baar ghanne sher cheppugga...:D
hahahahahahahaha rahuleyy bhai badde dude katti rogg sa kaat diya tunne is mohd. raffi ka.............
 
rahulley badde dude bhai main tunne ghanna miss kar reha hu..bhai ya baat thikk nahi ki tu mere khattar bhi time nahi likadd sakta,..bhai aapne chhote bhaiya ne bhi yaad rakhe karre hai main bhi time kaddu hu tere tahi.bakki is yashu te bhi baat nahi hoyi kai din hoye .:cool:


chottey dude.... nu matnaa socchey reh tu ak mai tanney MISS naa kartaaa,,, arrey bhai thodaa saa busy saa ho rhaa thaa,, 25 june tai fer wohi jindagii chaalann laag jaagi,, ittney thodaa saa sabarr raaakh ley:)
 
haaahhaa

aree busy ku na hota???? kehya karein hai na ,, sari khudai ek teraf arr joru ka bhai ek teraf.. lagya reh nyuhi :D:D:D tanne tangunga tei sahi mein.. kaal mithi goli khava di kamin.:mad:
 
[FONT=Arial,sans-serif]Ishq to khud hee ho jaata hai... [/FONT][FONT=Arial,sans-serif]
Dil bhi apna kho jaata hai...
Jab aisa ho jaata hai...
To dil bekaraar ho jaata hai.[/FONT]
​
[FONT=Arial,sans-serif] Kyun hota hain humko pyaar...[/FONT][FONT=Arial,sans-serif]
Mujhko nahi pata yaar.
Itna zaroor pata hai mujhko...
Ek din ye bhi hoga tumko.[/FONT]
​
[FONT=Arial,sans-serif]Jab hoga tumko pyaar...[/FONT][FONT=Arial,sans-serif]
Hawa mein udoge tum bhi yaar...
Khush rahoge hardam tum...
Pyaar karoge pyaar se tum.....[/FONT]
​
 
Bin bulaaye meri zindagi mein,
aise kyon aa gaye ho.
Dil ko mere aise kyon bhaa gaye ho.

Duniya meri wiraan to nahi thi,
Iss ko aa kar aise kyon sajaa gaye ho.

Hamari Ankhon mein yun dekh kar,
neend kyun uda le gaye ho.

Umeed nahi jiss sadaa ki mujhko,
Mujhe sadaa aisi kyon sunaa gaye ho.

Khilti bahaar mein khizaa ki umeed nahi,
Phir barsaat ki taraah aise kyon chaa gaye ho.

Na akelepan ki shiqayat, naa hi tanhai ka ilm,
Phir meri rooh mein aise kyon samaa gaye ho.

Bin bulaaye meri zindagi mein,
Aise kyon aa gaye ho.
Dil ko mere aise kyon bhaa gaye ho.
 
wah wah
kya baat hai big B......
nice wordings
lagey raho .........
and ritu didi u too ,bahut dino baad aapki wordings padhi aachi lagi....really like it
 
Really Nice n swee2,,,

keep pouring,,,,:)


Bin bulaaye meri zindagi mein,
aise kyon aa gaye ho.
Dil ko mere aise kyon bhaa gaye ho.

Duniya meri wiraan to nahi thi,
Iss ko aa kar aise kyon sajaa gaye ho.

Hamari Ankhon mein yun dekh kar,
neend kyun uda le gaye ho.

Umeed nahi jiss sadaa ki mujhko,
Mujhe sadaa aisi kyon sunaa gaye ho.

Khilti bahaar mein khizaa ki umeed nahi,
Phir barsaat ki taraah aise kyon chaa gaye ho.

Na akelepan ki shiqayat, naa hi tanhai ka ilm,
Phir meri rooh mein aise kyon samaa gaye ho.

Bin bulaaye meri zindagi mein,
Aise kyon aa gaye ho.
Dil ko mere aise kyon bhaa gaye ho.
 
Dil ne kisi ko dil se chaha..
Ek beqarari main doob ker
Ek masti main jhoom ker
Mohabbat ne apna Izhaar chaha!
Zindgi main pehli baar
Dil ne kisi ko Dil say chaha!

Khuwaab bane Aarzoo ki tarhan
Umeed bani Zindgi ki tarhan
Her Ehsaas ne Iqraar chaha!
Zindgi main pehli baar
Dil ne kisi ko Dil se chaha!

Atebaar ka haath thaam ker
Yaadon ko hamraah le ker
Is Masoom ne be-ikhtiyaar chaha!
Zindgi main pehli baar
Dil ne kisi ko Dil se chaha!

Ek khoobsurat Etminaan ki tarhan
Tum hue hamari DUA ki tarhan
Hum ne tumhain Toot ker chaha!
Zindgi main pehli baar
Dil ne kisi ko Dil se chaha!
 
very nice zigs
Dil ne kisi ko dil se chaha..
Ek beqarari main doob ker
Ek masti main jhoom ker
Mohabbat ne apna Izhaar chaha!
Zindgi main pehli baar
Dil ne kisi ko Dil say chaha!

Khuwaab bane Aarzoo ki tarhan
Umeed bani Zindgi ki tarhan
Her Ehsaas ne Iqraar chaha!
Zindgi main pehli baar
Dil ne kisi ko Dil se chaha!

Atebaar ka haath thaam ker
Yaadon ko hamraah le ker
Is Masoom ne be-ikhtiyaar chaha!
Zindgi main pehli baar
Dil ne kisi ko Dil se chaha!

Ek khoobsurat Etminaan ki tarhan
Tum hue hamari DUA ki tarhan
Hum ne tumhain Toot ker chaha!
Zindgi main pehli baar
Dil ne kisi ko Dil se chaha!
 
Kya Baat hai lil sis,,,,
bahut achaa likha hai zigs,,, really nice,,


Dil ne kisi ko dil se chaha..
Ek beqarari main doob ker
Ek masti main jhoom ker
Mohabbat ne apna Izhaar chaha!
Zindgi main pehli baar
Dil ne kisi ko Dil say chaha!

Khuwaab bane Aarzoo ki tarhan
Umeed bani Zindgi ki tarhan
Her Ehsaas ne Iqraar chaha!
Zindgi main pehli baar
Dil ne kisi ko Dil se chaha!

Atebaar ka haath thaam ker
Yaadon ko hamraah le ker
Is Masoom ne be-ikhtiyaar chaha!
Zindgi main pehli baar
Dil ne kisi ko Dil se chaha!

Ek khoobsurat Etminaan ki tarhan
Tum hue hamari DUA ki tarhan
Hum ne tumhain Toot ker chaha!
Zindgi main pehli baar
Dil ne kisi ko Dil se chaha!
 
Bin tere yeh zindegi ulfat si laagti hai...
har sans mein bhi teri aahat si laagti hai...
gumnaam ho jate hai jab khayalon mein tere...
farebon ki duniya bhi jannat si laagti hai....:)
​
 
wow

Bin tere yeh zindegi ulfat si laagti hai...
har sans mein bhi teri aahat si laagti hai...
gumnaam ho jate hai jab khayalon mein tere...
farebon ki duniya bhi jannat si laagti hai....:)
​

lagta hai aapki tabiyat kuch thik nahi .. kuch duaiii suaiii lelo ji:D:p
 
Mai Lafzon se kuch bhi izhaar nahi karti,
iska matlab ye nahi ki me Usse pyar nahi karti....
Chahti hun me usse aaj bhi,
par uski soch me apna waqt bekar nahi karti....
Tamasha na ban jaye kahi mohbbat meri,
isliye apne dard ko izhaar nahi karta.....
Jo kuch mila hai ussi me khush hu me,
uske liye khuda se taqrar nahi karti......
Par kuch to baat hai uski fitrat me Zalim
warna Usse Chahne Ki Khata Baar Baar Nahi Karti :)​
 
Mai Lafzon se kuch bhi izhaar nahi karti,​


iska matlab ye nahi ki me Usse pyar nahi karti....
Chahti hun me usse aaj bhi,
par uski soch me apna waqt bekar nahi karti....
Tamasha na ban jaye kahi mohbbat meri,
isliye apne dard ko izhaar nahi karta.....
Jo kuch mila hai ussi me khush hu me,
uske liye khuda se taqrar nahi karti......
Par kuch to baat hai uski fitrat me Zalim​

warna Usse Chahne Ki Khata Baar Baar Nahi Karti :)​

Tere aanshuwo mein zindagi behti hai meri,,,
Tere dil mein dhadkan rehti hai meri,,,
Jab dil mein hai tasveer teri,,
Fir bhi kyun har waqt yaad sataati hai teri,,,
 
Last edited:
Bin tere yah zindagi, zindagi nahi veerana hai,,
mera dil bhi abh gumo ka afsaana hai,,
Is zaalim pyar ka bas yahi fassana hai....
ki Alag-Alag tadaftaa har deewana hai,...


Bin tere yeh zindegi ulfat si laagti hai...

har sans mein bhi teri aahat si laagti hai...
gumnaam ho jate hai jab khayalon mein tere...

farebon ki duniya bhi jannat si laagti hai....:)​
 
Status
Not open for further replies.
Back
Top