malikpriya
New member
ek ber ek gaam me ek school kati shamshaanghat ki jad me tha.......... to jab kade bhi gaam me koi mar jatta to school ki chhutti ho jatti........................
ek bar ek budhaa mar gya ar chhutti ho gi................do baalak bastaa thaye aan laag re the, un ne dekhaa ak do budhe baithe bidi peen laag re hain...................., ek doosre te bolyaa " dekh re....... do chhutti baithi bidi peen laag rhi hain".................