U to hai sabka lahu laal, per hota ek samaan nahi hai
Keval Laal rang se hoti, Lahu ki pehchaan nahi hai,
Kaayar , Kroor, Kaputo ka bhi lahu laal hi hota hai,
shayar, shoor, Saputo ka bhi lahu laal hi hota hai,
Veh bhi hota hai lahu laal jo singho (shero/Lions) se lad jata hai
Ek lahu jurm se katrata, ek lahu jurm se takrata hai,
Ek Lahu machalta ladne ko ek marne se ghabrata hai,
Ek Lahu sahan apmaan kare, ek maan ke liye mar jata hai,
Matribhumi ki raksha mey sarvasav nichavar karta hai,
Ek Lhu ka JALWA to kuch ajab thaath ka hota hai,
Jo Saakshaat MRITYU ko lalkaarey veh Lahu JAT ka hota hai
Agar aap sab ko ye Kavita achi lagi to poori post ker dungi....
Abhi ye adhuri hai................