V
vivekdh
Guest
meri bolero ke pichhe ye likha hai 
manne ek TATA ke CHHOTE Hathi ke pichhe dekha tha:-
Main Bhi Ek din bada hathi banunga.
meri bolero ke pichhe ye likha hai![]()
Menne yo dekhya tha
Mein Bhee bala ho ke talak banoonga
Badhiya sai bhaisahab....baalak ki totli ban mai
Sunita ee..... Menne Panchkulaa mein ek Laal rang ki Skoda k paachey nyu likhya dekhya... "I.N.L.D" .... bera sei waa kiski thee?![]()
Sunita ee..... Menne Panchkulaa mein ek Laal rang ki Skoda k paachey nyu likhya dekhya... "I.N.L.D" .... bera sei waa kiski thee?![]()
arr wo "INLD" thodaa Mhiyaa mhiyaa saa likh raakhaa sai.. manney tai waa Laal Parii 2-3 bai dekh lee.. jibb beraa paataa akk isspey kimmey likh bhee rahyaa sai..![]()
arr wo "INLD" thodaa Mhiyaa mhiyaa saa likh raakhaa sai.. manney tai waa Laal Parii 2-3 bai dekh lee.. jibb beraa paataa akk isspey kimmey likh bhee rahyaa sai..![]()
Power Break --Keep Distance -
Maaf Karna kad zara lamba hai
Jungle Kee Morni
Muqqaddar Ka Sikander
Jat Ki Fauj Karegi Moj
Pehle Jai Bhole Kee Bolo , Phir Khidki Kholo
Milega Muqqaddar
"No Girlfriend ----- No Tension "
Samay Se Phele aur bhagya se adheek kisi ko kuch nahee milta
Aur ke baar kee baat hai ke ek Sardar ladka car pe kuch Lambi see Line likva raha Punjabi mein, (Ye Gurgaon kee baat Hai)
Mera bhai police mein hai wo roz us chore ne dekhye er soch ke yaar isne yo likva ke rakhya hai ,
Ek Din Ek sardar Police wala saath khada tha usne dekhya er gaadi rukva li er us chhore kee Dehi tod di
Per sardar g ne mahaare te batai nahee ke usne likva ke rakhya tha
Aap highway pai moodha ghal kai to na baith geynaye-naye kadh lyaye kimme
![]()
We use essential cookies to make this site work, and optional cookies to enhance your experience.