Vishesh Soochna

Status
Not open for further replies.

sandeepmann

New member
Hi !

Agar aap bus,train,plane ya kahin se bhi aa jaa rahe hon aur kisi mahila/ladki ke hath mein phool,dhaga,chain ya chamakti hue koi bhi vastu dekhein to turant wahan se bhaag jaye.
Yeh vastu RAKHI ho sakti hai. Apki zara si laaparwahi apko BHAAI bana sakti hai.
So please Be careful .
 
Sandeep...aaj kal ki chhori itni bawli na rahi....RAKHI ki dhal FRIENDSHIP BAND bi bana rakhe sain...likad le ghar mai tai....:D

sandeepmann said:

Back
Top