vj tere is thread wafa aur mohabbat ka nam to shikva aur shikayat hojana chahiye ab.
maine ye sher kahi pada tha jo ki yaha sahi fit baitha h
kyu hijar shikve karta h kyu dard k rone rota h
ab pyar kiya h to sabr bhi kar is pyar me to yahi sab kuch hota h.
and please pehchan ke upar sab logo ne itni bematlab shyari kar di h ki pechan word hi apni pehchan kho baitha h.vj u know me me to ek positive critic ki trah hamesha tumhe kah hi det hu jo mujhe kahna hota h.tumne aur monika ne kai jagah bahut acchi shyari ki h.good work .keep it up.
ab meri traf se kuch
mohabbat ek ehsas h ise yu ro na dalo
khusnasib ho tumhe jo ye hua h
ise yu ilzamo me mita na dalo
mohbbat ko milege mohbbat
ye kis fasane me likha h
pyar ka dava karte ho aur sanam pe ilzam dharte ho
ashiq to fakiro ki trah mast maulla hote h
leke dene ki dukandari to baniya karte h
Ye shikwa ya shikayaat nahin Ritu,,,,, ye to bus 'Wafa aur Mohabbat' hai
my reply to ur shers.......
Agar pyaar mein yahi hota hai to kyon hota hai
Zise khushiyan deni chahi woh kun unko khota hai
Kisne mohabbat ke ahsaash ko samajha hai
Khahan koi asli rishton ko nibha paaya hai
Jisko apna samajha maine is duniyan mein
Usne bhi kisi ajnabi se apna pyar jataaya hai
Sanam par ilzaam dharne waale kya bewafa hote hain
Zindagi maut ke hawaale karne waale kya jhuthe hote hain
Jo waada karke mukar gaye kya tareef karun mein unki
Bus jisne humen apna bana liya bus wohi apne hote hain