aaj main milla apne office me 1 ladki se wo mujse kaffi senior thi meeting ke baad lunch pe uske baaton se laaga ki wo punjaban hoggi usne pura naam bataya mere puchne pe to muje yakken nahi hua ki uska gotra jatton kaa tha fher manne sochi ki pakka bhya ke baad jat hoyi hoggi, naa to itni simple, itni down to earth wo bhi itni acchi position pe jat ladki sayad kisse kahani me hi hotti hai. maine puch liya ki apki shaddi love aali thi yaa ghar aala ne karri thi. fher wo sayad samaj gayi usne hanste hue bataya ghar walon ne ki thi jo ab love me badal gayi hai.
unse baat kerke muje bahut accha lagga or muje lagga ki abhi bhi umeed bakki hai

or maine puch liye ki uski koi chotti bahan ho to uss jaisi .......