whats on ur mind?

Status
Not open for further replies.
Creative minds

Bighnee dimag baithe sain saare ke saare..
creativity ar presence of mind ke to godam se bhare hain:cool:
Apna to jee sa laagya reh hai...
 
For me its like a virtual village
home ka dyara restricted sa ho jata hai
 
Mein to kayee be... IE khol ke.. bina soche likhann laag jaya karoo... www.jatland.com... aar enter maare paache yaad aaya kare ki gmail mein mail check karann khatir IE kholla tha.... par ek be khulley paache 1 ghanta bera e na paat-ta... :D issi sei jatland...

Aar sahi bataon.. mein jab login karoon to nyu socha karoo... Rupi, Bikki, Sunita, Kamal, Yashu, Leela, Parshanta, Rahul... kime ne kime baat pe KILKII thokkey paawengey... aar mein paachey reh gya...

Aar...Punjab Keshri aale Hansgulley....and DND uncle ji ka PM ki post deleted...inn ka darr sa laagya kare...
 
Aar...Punjab Keshri aale Hansgulley....and DND uncle ji ka PM ki post deleted...inn ka darr sa laagya kare...

कोई बात नहीं अनिल - एकाध पोस्ट delete हो जाये तो बुरा नहीं मानना चाहिये । अगर ऐसा न किया जाये तो सब पंजाब केसरी वाले हंसगुल्ले और संता-बंता ही लिखते रहेंगे और थारे देसी ताऊ के किस्से नीचे दब्बे पड़े रह ज्यांगे । पहल्यां भी इन्हैं गदर सा मचा राख्या था । वो तो अच्छा है कि अपने मेंम्बर खुद ही इस राय में हो गये कि देसी joke ही चलने चाहियें ।
.
 
Status
Not open for further replies.
Back
Top