sanjeev1984
New member
ha ha ha... don't worry buddy... you didn't hurt me... agar hurt hua hota to ye na batata ki mai koun hu... balki koi ulti-pulti hi baat likhta (you know, as per typical human behavior)... in fact you remind me one again that "who i am" 
or jab hurt hi nahi hua to apology ka sawaal hi nahi... no hard feelings... cheers...
@ moderator : sir kai bar discussion ko members pe hi chood dena chahiye... yahan sab samajhdar hain... unki opinion different ho sakti hain (which everyone is entitled to have) but hain to sab jat bhi hi... baato-baato mai kuch galat bhi bol jate hain... fir samajh bhi jate hain... or fir baad mai ek saath bhi ho jate hain... or fir kisi or baat pe fir se behas karne ko bhi taiyar ho jate hain...
... to har baat pe intervene karne ki jarurat nahi hai mods ko...
@ topic : 19 to result kuch bhi aaye... but mera ab bhi yahi maan-na hai ki vote to BJP ko hi dena chahiye...
or jab hurt hi nahi hua to apology ka sawaal hi nahi... no hard feelings... cheers...
@ moderator : sir kai bar discussion ko members pe hi chood dena chahiye... yahan sab samajhdar hain... unki opinion different ho sakti hain (which everyone is entitled to have) but hain to sab jat bhi hi... baato-baato mai kuch galat bhi bol jate hain... fir samajh bhi jate hain... or fir baad mai ek saath bhi ho jate hain... or fir kisi or baat pe fir se behas karne ko bhi taiyar ho jate hain...
@ topic : 19 to result kuch bhi aaye... but mera ab bhi yahi maan-na hai ki vote to BJP ko hi dena chahiye...
no bro
i dont have any problem with my proud hindu jat brother.if my comment hurted you i apologizes for that
thanks