tho Aap chate ho Yha kis thread main Jatland user ka jikar na ho.
Baat Uske ban hi nhi hai.
Main Bas itna chata is thread se ki jis thread main kuch Galt na ho wo del nhi honi chiye .mod ki aapni man marzi na chle jis thread na unka man kare del kar de. Rhi ban hone ki baat mod bina kissi karn ban nhi kar sakte
.
rhi baat users ke behave ki
A ladke or ladkiya dono miss behave karte hai che private massage main Kyun na karte ho.
Mod sare Asie users ko ban karne lage to 1000 members
rhege ....... Wo bhi wo Kade Kade online hove hai. Sabne Pata hai we ke karn ave hai Jatland pe che wo chori or chorra ho. Acche bhi hai per bhut kam. Private massage ka system band karwa dhek lo kitne kam ho jyege Jatland pe ane.