V
vivekdh
Guest
bahisaab main apka matlab samjta hu bus mera kehna yahi hai ki wo log humse alag nahi hain unme khuch bhi khas nahi hai bus humare samjne ka farq hai. verna wo log bhi jante hain ki wo kitne khus hain wahan
Vivek mera kehne ka matlab hai ki woh jo bahar chalein gaye hai unhmein talent hai... Mera kehne ka matab ye nahi hai ki aap mein ya phir jo bhi yahan india mein hai woh talented nahi hai... Even i feel they r more talented as they r proving themselves with less no of resources...
Mere kahne ke matal ko samjhiye... shabdo par mat jaaiye... ye discussion ek shabh ko pakad kar khichne ke liye nahi hai balki samajhne ke liye hai ki kya thiek hai aur kya galat...
Mera matab brain drain ki taraf tha...