bhai tu meri bhi baat nhn samjha.....manne nyu nhn kahi ke teri baat galat sai....
maine wo article pada....haan manti hun....lkn yeh to tha nhn ki copy paste ker diya ho.........hadd sai bhai tu bhi.........kitni saari cheeze hai jo aap ke demaag mein tab aati hai jab aapko kahin se uss baat ka koi hint ya kuch uske baare mein kahin padne ko milta hai......so was wid my case.......kya galat kiya agar maine yeh baat likh di or logo ke vichaar maange.......mujhe nhn lata ki maine galat kiya.....
rahi baat prostitutes waali......maine yeh nhn kaha ki aadmi ki galti hai ki wo usse welcome ker raha hai wahan.....but galti yeh hai ki kayi baar usse apne hi ghar ka aadmi bhejta hai usse.........aadmi ghar mein kitni baar sharab peeta hai or usse bhej deta hai wahan narak mein...........so dear bro this was wht i mean........
or maine yeh thread iss liye nhn chalu kiya tha ki hemant bhai ye kahe ki hum ritu bebe,neelam bebe,manjeeta.....in sabte respect do.....it was for all the women.............kissi baat karo so tam....main jaanu su ke theek sai humne respect mille se.........per baat yeh thi harr jagah ho aurto ko peeche dhakel diya jata hai wo kyun....respect matlab yeh saari cheeze thi....na ki bus usse namaste kerna........samjhe........
bhai agar aapke acc maine aapka article agar dhayn se nhn pada to aap ne bhi nhn...............