Yaadein, woh teri yaadein...
Tanhaayi mein tadpati hain teri yaadein...
Woh raatein, teri meri baatein...
Mehekaye dil ko mere teri baatein...
Woh aankhein, jheel see gehri aankhein...
Zindagi chal-kati teri aankhein...
Woh zulfe, kali ghata si zulfe...
Kho diya maine dil apna jis mein...
Lagti hain pyaari mujhe teri har baatein...
Sach teri yaadein, khatti mitthi yaadein.