Ye Dil Udaas Hai.....................

Status
Not open for further replies.

reenakhatri

New member
Ye Dil Udaas Hai..

Jaane Kya Baat Hai,
Dil Tannha hai Udaas hai,
Kucch pal yaad aaya,
Yo dhundhla sa saaya,
Saaye se nazar mili ,
To khud ko rok na paya,
Yo aansu-yo aansu chalak hi aaya.

Tannhai ke is aalam main,
Khud ko dekha to kaha paaya,
Na is paar aur na us paar,
Jahan dekha khud hi ko tanhaa paya.

In nazro ko talash hai,
jane kis ki talash hai,
Jisko chahha yo na mila,
Ab kahai na koi aas hai,
Tabhi to ye dil udaas hai.
​
 
marvellous poem

Thanks Reena ji, What's a marvellous poem you have written !

Are you going to write somethin on happiness in place of sorrow?

Warms regards,
 
very nice .keep writing reena
Ye Dil Udaas Hai..​


Jaane Kya Baat Hai,
Dil Tannha hai Udaas hai,
Kucch pal yaad aaya,
Yo dhundhla sa saaya,
Saaye se nazar mili ,
To khud ko rok na paya,
Yo aansu-yo aansu chalak hi aaya.​

Tannhai ke is aalam main,
Khud ko dekha to kaha paaya,
Na is paar aur na us paar,
Jahan dekha khud hi ko tanhaa paya.​

In nazro ko talash hai,
jane kis ki talash hai,
Jisko chahha yo na mila,
Ab kahai na koi aas hai,

Tabhi to ye dil udaas hai.​
 
Reena...its amazing the way you expressed your happiness and pain in few lines

Sunita Ji...Happiness toh door door nahin hai is poem main :)


Reenaji ...keep writing...aur arz kiya hai.

Jab Udas ho Dil...aur Koi ho naa pass
Jab ansoon aa jaye aksasmak...Aur kuch na ho baat

Tab Sochna ki hai kuch humraaz...Jo baatengay hansi aur muskharat aap kay saath.

Apne PC ka ON button Dabana aur jaldi say aap JATLAND per aa jana.:)
 
Status
Not open for further replies.
Back
Top