Ye Jatland ek parivaar hona chahiye

Status
Not open for further replies.
Sab apne hain yahan koi gair nahin
Ye Jatland ek parivaar hona chahiye

Dostana rahe yahan koi bair nahin
Dil mein sabke pyar hona chahiye

Ho samajhdari koi kheenchatani nahin
Sabka adar satkar hona chahiye

Rutha na rahe koi kisi se yahan
Hothon pe khushi ka raag hona chahiye

Chhoton ko kuch kah dein Dev Sir jaise bade
To unki har baat par gaur karna chahiye

Agar ho jaaye ladai apas mein kabhi
Tab sab moderators ko tayyar rahna chahiye:D

Ho kabhi hansne hansane ka mahaul
Ya kabhi shayarana andaaz hona chahiye

Suna na pade ye Jatland kabhi
Iska har member active rahna chahiye

Aise door baithe jaaton se milwane ko
Ghar mein sirf internet ka ek taar hona chahiye

Jab hum sab hain ek community ke to
Ye Jatland ek parivar hi hona chahiye
 
Superb composition Neelam bebey. Very timely and spirited emotions indeed! Proud of you.
 
Apne liya banna hei site,Sadupyog se hei fayda
Haath ko muthhi bannane ka karro sab wayda
Site bannane wale ka manddahsaan hona chahiye
Jatland sarre ko privaar hona...................

Neecha deekhana chhodd kar uppar uthhana ho bhalle
Bhai garr koi ho dukhi,tou dil hamara bhi jalle
Kandhhe se kandhha mila kar,aage badhhna chahiye
Jatland.............................................
 
Thanks a ton!!

Superb composition Neelam bebey. Very timely and spirited emotions indeed! Proud of you.

Thanks a lot Sir...even you too have extended it very nicely...aapki likhi hui aur bhi acchi lagi mujhe:)

and ya Divya all those poems that you see in this font style and with this green colour are all written by me :)

Thanks again to both of you :)

Regards
Neelam
 
Then i need to go through all ur poems...:) i will surely do tht.
 
Great one Neelam..... thanks for writing such a nice poem....

Aur Kaka ne bhi chaar chaand laga diye ... thank you aakka....
 
Agar ho jaaye ladai apas mein kabhi
Tab sab moderators ko tayyar rahna chahiye:D

Neelamji

Beautifully composed can be voted as one of the best thread of 2006.

Aur aapne moderators ko yaha bhi nahi baksha....Great work!!

really good poem...but itna yaad rakhna ki ek parivar hone ke baad bhi jaton mein bajegi to hai hi!!!

Bro,Agreed with your concerns jaton meain bajegi to jarur....
 
key kehne!!! swaad aagya

Sab apne hain yahan koi gair nahin
Ye Jatland ek parivaar hona chahiye

Dostana rahe yahan koi bair nahin
Dil mein sabke pyar hona chahiye

Ho samajhdari koi kheenchatani nahin
Sabka adar satkar hona chahiye

Rutha na rahe koi kisi se yahan
Hothon pe khushi ka raag hona chahiye

Chhoton ko kuch kah dein Dev Sir jaise bade
To unki har baat par gaur karna chahiye

Agar ho jaaye ladai apas mein kabhi
Tab sab moderators ko tayyar rahna chahiye:D

Ho kabhi hansne hansane ka mahaul
Ya kabhi shayarana andaaz hona chahiye

Suna na pade ye Jatland kabhi
Iska har member active rahna chahiye

Aise door baithe jaaton se milwane ko
Ghar mein sirf internet ka ek taar hona chahiye

Jab hum sab hain ek community ke to
Ye Jatland ek parivar hi hona chahiye
tu to meri sabtei pyaar bahan hai
bobo tei to mere ji ki baat keh di:)
par bobo tere pei vijay ji ka asay aagya dikhey :D
tu saari baat shayraan ar kavitana andaaZ Mein karan lagi:D
anyways very nice composition
keep it up
ar humein nu hi sunati ro
:) with jaadu ki jhappi - lots & lots of lov priya
 
Last edited by a moderator:
wonderfull leelam.

yo chori tei katti foram mein aagi laage sei, hahah:D laagi reh issi issi badhiya thread gere ja hade, dekh kise kise reply aan laagre hain ,, koi kuch keh koi kuch,, arr koi humtei bhi jadu ki jhappi dedoooooo rei kitt gaye mhare bhai ..ye chori jaddu ki jhappi dein laag ri tham kitt sovan laare ho, aake manne bhi dedo rei.kasaiyo.:D
 
Aa jya mei dyungga tnne ek JADDU KA JHHAPPA....Terra susrra handde tisaya marta......Paani nei papa kehan laag rhya.....Ke pa..pa...pa..pa..karran laag rhya sei berri...Sudhha e PANI keh de nei gasdhhad de si nei.
 
hahaha

kaka budhe na diya karein jhaapi/jhappa.. tu jake chilam bal le nei,, kitt balakan mein aake baithya hade.. tanne bhi swad lein ki aadat pad ri sei..kaki ne bulaun ke..:D
 
kaka budhe na diya karein jhaapi/jhappa.. tu jake chilam bal le nei,, kitt balakan mein aake baithya hade.. tanne bhi swad lein ki aadat pad ri sei..kaki ne bulaun ke..:D

Kaan pakkadd kei murgga bann tawalla....terre char kamchi marrni sein.....Biggadd...kis nei Budhha keh sei tu....terre kissya nei tei mei aangali mei uljhha le jyan.....Ha..ha..ha..ha..ha.Kaan pakkadd..Murgga ban!
 
Sab apne hain yahan koi gair nahin
Ye Jatland ek parivaar hona chahiye

Dostana rahe yahan koi bair nahin
Dil mein sabke pyar hona chahiye

Ho samajhdari koi kheenchatani nahin
Sabka adar satkar hona chahiye

Rutha na rahe koi kisi se yahan
Hothon pe khushi ka raag hona chahiye

Chhoton ko kuch kah dein Dev Sir jaise bade
To unki har baat par gaur karna chahiye

Agar ho jaaye ladai apas mein kabhi
Tab sab moderators ko tayyar rahna chahiye:D

Ho kabhi hansne hansane ka mahaul
Ya kabhi shayarana andaaz hona chahiye

Suna na pade ye Jatland kabhi
Iska har member active rahna chahiye

Aise door baithe jaaton se milwane ko
Ghar mein sirf internet ka ek taar hona chahiye

Jab hum sab hain ek community ke to
Ye Jatland ek parivar hi hona chahiye

neelam jee bhoot ache ab isse jyada kya kaho mai likh bhee nahi sakta
or copy-paste par mai vishwas nahi karta........par bhoot acha likha
hai aise hee likhte rahiye........

netra......
 
Thanks a lot to all valuable jatland members for appreciating my this composition :) ...

aur Dev sir ye Deepak bahaut bigad raha hai..iski shikayat to seedha bhabhi se kar do...aise nahin sudharta ye;) ...fir aake karega apni kutne-pitne waali shayari...:p :p

aur swati thanks a lot dear for all those jadoo ki jhappis :)

baaki doston ladai to ghar mein bhi hoti hai apas mein bahan bhaiyon se to jaise tab mana lete ho ruthe hue ko aise hi yahan bhi mana lena chahiye accha accha likh ke:)

with love and regards
Neelam
 
bahut bhadiya neelam bebe

kattti ji sa aagaya,

koye russe na, na kare koye bakwaad,
jit ho sarya ka aapas mei payaar, us jagah ka naam ho jatland pariwaar

keep the spirits up !!!!!!!!
 
Status
Not open for further replies.
Back
Top