yo mujhe le lega

Status
Not open for further replies.

amritameerut01

New member
Ek baar 1 jaat, 1 pathan aur 1 baniya kahin jaa rahe the. Raaste mein jungle pada. Jungle paar karte waqt unhone dekha ki samne se 3 tagde se aadmi unki aur aa rahe the. Wo koi chor-daku the. Unhe dekhkar ye teeno samjh gaye ki ab ladna padega. Sabse mazboot aadmi ki taraf ishara karke jaat bola “ isse to mai le lunga”. Usse thode se kamzor aadmi ki taraf ishara karke pathan bola “ arr isse mai le lunga”. Arr jo sabse hi kamzor sa aadmi tha uski taraf dekhar baniya bola “ arr yo mujhe le lega”.
 
Hahahaha sahe kaaha ye mujhe lelega good one Amrita g.
 
रै बैरी सारा दफ्तर मेरे कानी देखन लग रया है! हांस हांस के पेट दुखन लग गया!
 
Status
Not open for further replies.
Back
Top