your first experience in kitchen :)

Status
Not open for further replies.
jakhar77 said:
Bhai Jit aajkal ki modern Jataniyo se khana banane ki ummid mat rakhana.
Badhia hai kuchh banana sikh le nahi to bhookha hi sona padega kabhi.:D;)
Tum madam ka intezaar karte rahoge aur madam tumhara, khana banane ke liye.:D
hahaahhahahahaha .. jakhar saab ghanni kasut keh di;) ;) ;) jissa aa gaya... ibbey to apni banani sikh loo ,, pher uskki bhi banna ni padegi:D :D :D
 
Mukesh..woh sab to theek hai..Daal-Roti to main khuwa dyongaa...lekin yeh baat samajh mein nahin aayi ki CoolJat apne liye CoolJaatni kyon dhoondh raha hai...ghar mein ek hee cool hona chahiye...jyada cool bhee gadbad-e kare sai...;)Samajh mein aaya ya thoda aur khol ke samajhaoon.

Aur baad mein apne Jit ko bhee samajha dena..


mukeshkumar007 said:
teek hai bhai....ek kaam karte hai jee din CoolJat ko Cool Jatni mil jyegi na usi din jordar si party karenge

jisme tera banaya huwa kheer choorma and mera halwa and Navin bhiya ke hatho ki daal rooti..... khoob khawenge...:)

bhai cooljat jaldi doondle.....ek cooljatni...:rolleyes:

lakin ba CoolJatni ke banayegi yeh pata nahii....:confused: :confused:
 
itsnavin said:
Mukesh..woh sab to theek hai..Daal-Roti to main khuwa dyongaa...lekin yeh baat samajh mein nahin aayi ki CoolJat apne liye CoolJaatni kyon dhoondh raha hai...ghar mein ek hee cool hona chahiye...jyada cool bhee gadbad-e kare sai...;)Samajh mein aaya ya thoda aur khol ke samajhaoon.

Aur baad mein apne Jit ko bhee samajha dena..

Jit bhai keha ho aap.... sun rehe ho kya navin bhai kya keh rehe hai.....agar samaj maie ayegi to teek hai nahi to Navin bhiya ne PM kar diyo......wo samja denge...

mujhe to is party par kale badal mandrate nazar ane lag gaye....
 
Relax Mukesh,
tension nahin lene ke ;)
I believe ki muje cool-jatni milnewali nahin hai aur mein compromise kare wala nahin hoon so all in all I'm still a proud member of Randa-club ;)
as for the desi party woh to bina byah ke hi kar lenge kabi :)

waise Jakhar saab ne bilkool sahi baat kahi hai....aajkal ki jatnis nyaal naa karne wali.....byah kara lene ke baad risk jyada hai.....isliye single randa rehne mein hi fayada jyada hai ;)

less depends on destiny's devil dance :( :)

rock on
Jit

mukeshkumar007 said:
Jit bhai keha ho aap.... sun rehe ho kya navin bhai kya keh rehe hai.....agar samaj maie ayegi to teek hai nahi to Navin bhiya ne PM kar diyo......wo samja denge...

mujhe to is party par kale badal mandrate nazar ane lag gaye....
 
Shukr hai jaldi hi samajh me aa gai, nahi baad me shikayat karte ki experience holders ne bataya nahi:D :D
Waise kaam chalau to me bhi sikha sakta hoon khana banana:) :
agar sikhna hai to aja bhai saudi me:D dono milke banayenge.:)

ar bhai navin ne bhi sahi kahi.agar dono thande matlab cool, hue to khana pakayenge kaise.:D ;)


cooljat said:
waise Jakhar saab ne bilkool sahi baat kahi hai....aajkal ki jatnis nyaal naa karne wali.....byah kara lene ke baad risk jyada hai.....isliye single randa rehne mein hi fayada jyada hai ;)

less depends on destiny's devil dance :( :)

rock on
Jit
 
Last edited:
Bhai ye jitne kunware sein na baat dhyan tein suun lyo.........Sabh kim banana seekh lyo na te bhukhkhe maroge.....pehlyan batta di se kadde pachhe godyyan mei NARIYAL ne ghussa ke rowo..........Why should only ladies stink in kitchen....? and mind you the best cooks of this world are MEN...ok. Ibb sarre khadde hokkei.....Choon ossann lyo...ha..ha..ha.
 
devdahiya said:
pehlyan batta di se kadde pachhe godyyan mei NARIYAL ne ghussa ke rowo..........Why should only ladies stink in kitchen....? and mind you the best cooks of this world are MEN...ok. Ibb sarre khadde hokkei.....Choon ossann lyo...ha..ha..ha.

choon ossann lyo...ha...ha...ha... maie to koni rowu lakin is jit ki chinta hori hai ...yo na to compromise kare and na hi koi CoolJatni doonde...... bhai jit sikhle jaldi si yaar.....
 
Status
Not open for further replies.
Back
Top