Zakhm-e-dil

Status
Not open for further replies.
Duriya hi dilo ko nazdik lati hai,

duriya hi 1 duje ki yaad dilati hai,
door hokar b koi kareeb hai kitna
dooriya hi is baat ka ehsas dilati hai.​


Regards,
Maniisha​

nice one :)............

koi lashkar hai ki badhte hue gam aate hai
shaam ke shaaye bahut tej kadam aate hai,
dil wo darwesh hai jo aankh uthata hi nahi
uske darwaze pe 100 ahele-karam aate hai
mainne 2-4 kitabein to padhi hai lekin
sahar ke taur tareeke mujhe kam aate hai
aur khoobsurat sa koi haadsa aankhon main liye
ghar ki dahleez par darte hue hum aate hain...............
 
gar dekhna ho qayamat to chale jana kisi mehfil me,,,,
suna hai ki wo mehfil me benakaab aate hain....
 
रोक सको तो पहली बारिश की बूंदों को तुम रोको
काची मिटटी तो महकेगी, है मिटटी कि मज़बूरी
रोक सको तो पहले प्यार कि बर्बादियों को तुम रोको
उमर भर ये आंसूं तो बहेंगे, है आंखों कि मज़बूरी
 
Junoon jab aaftab hotta hai
to gum ke saagar uchaal detta huin.......
maswara jab wafa ka hotta hai
to main teri missal detta huin......................
 
Na janey kyoon hum apney aap ko duniya ka dukhi tareen insan samajhtey hain.
ZINDAGI itni badsoorat nahi hai itni dukhi aur khofnaak nahi hai.
bus ZINDAGI guzaarna seekhye.
agar ye ZINDAGI itni bhayanak hoti to hum iss duniya mein dil na laga baithtey ,
Ye jantey hue bhi k ye ZINDAGI to ek din mitt jani hai.:(
 
Na janey kyoon hum apney aap ko duniya ka dukhi tareen insan samajhtey hain.
ZINDAGI itni badsoorat nahi hai itni dukhi aur khofnaak nahi hai.
bus ZINDAGI guzaarna seekhye.
agar ye ZINDAGI itni bhayanak hoti to hum iss duniya mein dil na laga baithtey ,
Ye jantey hue bhi k ye ZINDAGI to ek din mitt jani hai.:(

manishha.....yu ke chaalla paad diya tai............shero-shayari ne ek udd baga ke pravachan den laag gi.............:)

go on with the same spree already taken up in this thread..my intuition does not expect preaching frm u rather than pouring some heart breaking SHERs..........:)

chaal eibb chep de ek suthra sa.......................:):)
 
Last edited:
tumhe gairon se kab fursat , aur hum apne gum se kab khaali
chalo bas ho chuka milna, na tum khaali na hum khalli............
shola nahi hota ki sharara nahi hota,
aakhon ke isaro ko kya kya nahi hota
kahane ko to divane bahut firte hai jahan me
lekin sab me mohubbat ka salika nahi hota
 
Last edited:
waffaoien ka kya khoob silla humne paaya
aankhoen main nami ne aur dil main tadaf ne apna ghar basaya
hume to chale the mitane tanhai jamane bhar ki
par khud ko har mod pe tanha paaya..........................
 
waffaoien ka kya khoob silla humne paaya
aankhoen main nami ne aur dil main tadaf ne apna ghar basaya
hume to chale the mitane tanhai jamane bhar ki
par khud ko har mod pe tanha paaya..........................

वफा जिनसे की वे वेवफा हो गए
कवियों की नज्मों से कई बेचैन हो गए ।
हम लिखते रहे अपनी नज्म इस जाटलैंड पर
फिर ’आफ-टापिक’ लिखने पर "बैन" हो गये !! :):p

.
 
Kuch meri taraf se bhi

Khush rahe tu sada yeh dua hai meri
Teri premika hi ban jaaye bhabhi teri:D

Tu mere dil mein aise samaayi hai
Jaise baajre ke khet mein bhains ghus aayi hai:confused:

Tumsa koi dusara zamin par ho to rab se shikayat hogi,
tumsa koi dusara zamin par ho to rabse shikayat hogi,
Ek to jhela nahi jata dusara aa gaya ye kam baat hogi.

Majnu Laila ke baal pakad ke bola
Moya kitne din se sar nahin dhoya

Chand par kaali ghata chaati to hogi,
Sitaron mein Chamak aati to hogi.
Tum lakh chupao Duniya se, magar akeley mein
tumhe apni shakal pe hansi aati to Hogi;);)

Cheers.......
 
Jo ansu na hote annkho mein.....to aankhe itni khoobsurat na hoti..!!!!!!!
jo dard na hota dil mein.....to khushi ki kimat pata na hoti..!!!!!!!
jo bewafai na ki hoti waqt ne......to wafa ki kabhi chahat na hoti..!!!!!!
Agar maangne se puri ho jaati muraadein.....to uss khuda ki kabhi Zaruratt na hoti..!!!!!!!!
 
Hame apni dosti ka hisab nahi aaya
apka palat kar koi jabab nahi aaya
hum to aapki yaad me sote tak nahi
aur aapko sokar bhi hamara khuwab nahi aaya
 
aaj fir aankhon me dhuan hai kuch jala hai sayad,
dil me itna dard kyu hai mera dil hi jala hai sayad,
aaj fir kadam khud ba khud mhekhane ki taraf bad gaye,
kuch to hua hai muje, teri yaad ka aasar hai ye sayad....
 
some one .....

jaan kar bhi woo hamen jaan naa payee,
ajj tak woo hamen pehchan na payee,
khud hi koo bewafa keh diyya hai hamne,
taki unn par koi illjaam na aayee.

unhe nafrat thi humse to izhar kyun kiya,
dena tha zeher to pyar kyun kiya,
deker zeher kehte hain pina hoga,
orr jab pee gaye zeher to keh diya.......
...............ab jina hooga.
 
Status
Not open for further replies.
Back
Top