Meri Pasand Ka Hindi Song (Part 1)

Status
Not open for further replies.
good

its good one mine fav too
but makes me immotional
thanx bahut dino ke baad ye gaana suna hai
one more NEELAM JIEEE

Jab koi baat bigad jaaye jab koi mushkil pad jaaye
Tum dena saath mera o humnawaaz
Jab koi baat bigad jaaye jab koi mushkil pad jaaye
Tum dena saath mera o humnawaaz

Na koi hai na koi tha zindage mein tumhaare siva
Tum dena saath mera o humnawaaz

Ho chaandni jab tak raat deta hai har koi saath
Tum magar andheron mein na chhodna mera haath
Jab koi baat bigad ...................

Wafadaari ki vo rasmein nibhayenge hum tum kasmein
Ek bhi saans zindagi ki jab tak ho apne bas mein
Wafadaari ki vo rasmein nibhayenge hum tum kasmein
Ek bhi saans zindagi ki jab tak ho apne bas mein
Jab koi baat ....................

Dil ko mere hua yakeen hum pehle bhi mile kahin
Silsila ye sadiyon ka koi aaj ki baat nahin
Jab koi baat ..................

Na koi hai na koi tha zindage mein tumhaare siva
Tum dena saath mera o humnawaaz.............
 
:) 1-fir chidi raat baat fulon ki
raat hai ya baarat fulon ki:)

2-tera chehra kitna suhana lagta hai
tere aagey chaand purana lagta hai:)

3-ya dil ye pagal dil mera:)

4-chandni raatein ho o o
chandni raatein
sab jag soye hum jaagein taaron se karein baatein:)

5-aur aahista kijiye baatein
dhadkanein koi sun raha hoga:)

6-kal chaudvin ki raat thi
shab bhar raha charcha teraa:)

7-jaane kya chahe man baawra
ankhiyan mere saawan chala

8- naino ki mat manio re
naino ki mat sunio
naino ki mat sunio re
naina thag lenge

9-lukka chuppi bahut hui
samne aaja na(RDB)

10-tu bin bataye mujhe le chal wahin(RDB)

11- kiska chehra ab mai dekhun tera chehra dekh kar
meri aankhon ne chuna hai tujhko duniya dekh kar
12-paathshaala (RDB)

13-vande maatram BY(A.R.REHMAAN.) & all songs composed & sing by HIM
nd many more..........:)
 
rajasthani geet

1. oooo kalyo kuk padyo mela me cycle panchar kar ayoo......arrrrr...r..
2. chala chala r deliver gadi hole hole....anjan keee city me mhara man dole
3. dhola khat nai ab la de re ya kha chard chu bole........


netra....
 
Aap sabhi ki pasand mein kuch na kuch khas hein, mere vichar se wo sabhi logon ko pasand honge.....really good choice by all of you....:)
 
Last edited:
10-tu bin bataye mujhe le chal wahin(RDB)


Swati all your choices are again good....and my best song among them is this at no. 10....really this i love a lot..maine socha tha ki main bataungi apni chioces mein lekin mujhse pahle tumne bata diya...chalo aur bhi bahaut hain mere paas :D ...keep listening music :)
 
:) 1-fir chidi raat baat fulon ki
raat hai ya baarat fulon ki:)

2-tera chehra kitna suhana lagta hai
tere aagey chaand purana lagta hai:)

3-ya dil ye pagal dil mera:)

4-chandni raatein ho o o
chandni raatein
sab jag soye hum jaagein taaron se karein baatein:)

5-aur aahista kijiye baatein
dhadkanein koi sun raha hoga:)

6-kal chaudvin ki raat thi
shab bhar raha charcha teraa:)

7-jaane kya chahe man baawra
ankhiyan mere saawan chala

8- naino ki mat manio re
naino ki mat sunio
naino ki mat sunio re
naina thag lenge

9-lukka chuppi bahut hui
samne aaja na(RDB)

10-tu bin bataye mujhe le chal wahin(RDB)

11- kiska chehra ab mai dekhun tera chehra dekh kar
meri aankhon ne chuna hai tujhko duniya dekh kar
12-paathshaala (RDB)

13-vande maatram BY(A.R.REHMAAN.) & all songs composed & sing by HIM
nd many more..........:)


Bobo 4 Number aala merra bhi Fav.sei.
 
1. oooo kalyo kuk padyo mela me cycle panchar kar ayoo......arrrrr...r..
2. chala chala r deliver gadi hole hole....anjan keee city me mhara man dole
3. dhola khat nai ab la de re ya kha chard chu bole........


netra....

bhai mujhe to apni haryana ki hi samajh mein nahin aati to rajasthani to kaafi door ki baat hai...lekin mujhe sabse acchi bhasha rajasthani hi lagti hai...rajasthan ka koi bhi rishtedar aata hai ghar pe to sabse ek baar rajasthani jaroor bulwa ke dekhti hun:D ...badi meethi hoti hai...apni haryana ki to lath-maar hai :D ....to bhai ye rajasthani gaane pure pure likha karo...kam se kam padh to sakhungi..phir baad mein kisi rishtedaar se samajh bhi lungi :)
 
one more Neelam jieee

tujhase naaraaz nahi zindagi,
hairaan hoon maino hairaan hoon main
tere masoom savalon se pareshaan hooN main

jeene ke liye socha hi na tha,
dard sambhalane honge
muskuraoon to,
muskurane ke karz utaarne honge
muskuraoon kabhi to lagata hai
jaise hontonn pe karz rakhaa hai

aaj agar bhar ayi hai,
boondein baras jaayengi
kal kya pata inke liye aakhen taras jayengi
jaane kahan gum kahan khoya
ek aansu chhupa ke rakha

zindagi tere gum ne hamain
rishte naye samajhaye
mile jo hamain dhoop main mile
chhaanv ke thande saayeo
 
Last edited:
One more from my favourite list sung by my fav. singer Kishore kUmar


Phirtay Hain Kab Say Der Berder
Ab Is Nager Ab Us Nager
Ik Dusray K Humsafer
Main Aur Meri Awargi

Na Ashna Naa Reh Guzer
Na Meherban Sub Ki Nazer
Jaen To Ab Jaen Kidher
Main Aur Meri Awargi

Ek Din Mili Ik Mehjebin
Tan Bhi Heseen Jan Bhi Heseen
Dil Ne Kaha Hum Se Wohi
Khawabon Ki Hai Manzil Yehin
Phir Yun Hoa Woh Kho Gaeee
To Mujh Ko Zid Si Ho Gayee
Lainge Us Ko Dhondh Ker
Main Aur Meri Awargi

Yeh Dil Hi Tha Jo Seh Gaya
Woh Baat Aisi Keh Gaya
Kehne Ko Phir Kiya Reh Gaya
Ashkoon Ka Derya Beh Gaya
Jub Keh Ke Woh Dilber Gaya
Tere Liya Main Mer Gaya
Rote Hain Us Ko Rata Bher
Main Aur Meri Awargi

Hum Bhi Kabhi Abaad Thay
Aise Kahan Berbaad Thay
Be-Fikr Thay Azaad Thay
Masroor Thay Dil Shaad Thay
Woh Chaal Aisi Chel Gaya
Hum Bhujh Gay Dil Jel Gaya
Niklay Jala K Apna Gher
Main Aur Meri Awargi

Phirtay Hain Kab Say Der Berder
Ab Is Nager Ab Us Nager
 
Last edited:
hi

hello
jeet jayenge hum tu agar sang hai-
hume tumse pyar kitna yeh hum nahin jaante-
mein jis din bhulan doon tera pyar dil se-
tere chehre mein woh jaadu hai-
yaar mangyasi raaba roke-
hoton pe jaan chali aayegi-
is se pahle ki yaad tu aaye-
matlabi hain log yahan par-
hum ko humi se chura lo-
o saathi re tere bina bhi kya jeena-
neele neele amber pe-
pyar manga hai tujhi se -
mere mahboob qayamat hogi-
maine pocha chand se-
baharon phool barsao mera mehboob aaya hai-
o mei mehbooba tujhe jaana hai to ja-
zihaal e muskin-
a meri zindagi tu mere saath hai-
hum naa samjhe the baat itni si-
--------------------------------------------------
punjabi
peer tere jaan di- gurdaas mann
challa- gurdaas mann
kuria kismat puria- gurdaas mann
raaton ko uth uth kar- gurdaas mann
sohney des te- gurdaas mann
nindran ni aundiya- babbu mann
-----------------------------------------------------
patriotic
mera rang de basanti-
kar chale hum fida-
hum jeeyenge aur marenge e watan tere liye-

sorry yaaro jayada hain naa
lekin kya karoon i love songs
lekin meine abhi bhi thoda haath tight kiya hai


​
 
Last edited:
​
punjabi
peer tere jaan di- gurdaas mann
challa- gurdaas mann
kuria kismat puria- gurdaas mann
raaton ko uth uth kar- gurdaas mann
sohney des te- gurdaas mann
nindran ni aundiya- babbu mann
-----------------------------------------------------​

ree Pushpinder bhai.. ke yaad dua diya... peer tere jaan di.. n challa to ultimate hai yaar... just no match for these two... was wonderin.. if u've heard... " sajna ve sajna... - Gurdaas mann " ?
 
Another is a song by Gurdass Maan


Main Haryane ka jaat..............................................................Teen panch matna kariyo goda niche dhar lunga
 
Check this out....

My fav....

kabhi haste hai kabhi rote hai..
pyar karne waale toh deewane hote hai.....

yaad naa rastaa hum kahan aa gaye ..
bhool ke khud ko tujme mein sama gaye...
humne baseraa kiya palkhoon ki chawh tale....
parwaah nahi kuch humein duniyaa jale toh jale....
jaagte hai hum jab duniyaa waale sote hain...

kabhi haste hain kabhi rote hain....
pyar karne waale toh deewane hote hain....

this song is frm the movie:::: dushmani
 
A Song which is amazingly true.... yet not featured.


Kahe Banaye Toone Maati Ke Putle
Dharti Yeh Pyari Pyari
Mukhde Yeh Ujle
Kahe Banaya Toone Duniya Ka Khela
Usme Lagaya Jawaani Ka Mela
Gup-Chup Tamasha Dekhe, Wah Re Teri Khudaai
Kahe Ko Duniya...

Preet Banaake Toone Jeena Sikhaaya
Hansna Sikhaaya, Rona Sikhaaya
Jeevan Ke Path Par Meet Milaye
Meet Milake Toone Sapne Sajaaye
Sapne Sajaake Toone Kahe Ko De Di Judaai
Kahe Ko Duniya...banayeee
 
a Song by Harbhajan mann..n he is siinging for his Maa/

Je kare tenu bahan wich leke ro leva
tereyan hatach munh apna lukho leva....

tera oyo hath mere ballan wich khele.... aa sohniya we jag jyundiyaan de mele
 
A Song, my throughout fav. from Gardish

Hum na samjhe the baat itni si khwab sheeshe ke duniya pathar ki

Kya koi beche kya koi baante?
Apne damaan mein sirf hai kaaten... aur dukhane hai sirf phulon ki

hum na samjhe the baat itni si. khwab sheeshe ke duniya pathar ki
 
1. oooo kalyo kuk padyo mela me cycle panchar kar ayoo......arrrrr...r..
2. chala chala r deliver gadi hole hole....anjan keee city me mhara man dole
3. dhola khat nai ab la de re ya kha chard chu bole........


netra....


dhire se jaana bagiyan mein o bhavran dhire se jaana bagiyan mein
kya aapne iska dusra version suna hai
that is" dhire se jaana khatiyan mein o khatmal dhire se jaana khatiyan mein:D
and mere saamne wali khidki mein ek chand ka tukda rehta hai
 
1- hum they jinke sahaare
2- mirza - harbhajan maan
3- hum tere pyaar mein saara aalam kho baithe kho baithe
tum kehte ho key aise pyaar ko bhul jao
4- dilbar mere kab tak mujhe
5- wafa jinse ki bewafa ho gaye
6- jaane kaisa hai mera diwaana kabhi apna saa lage kabhi begaana
7- tumhein ho na ho mujhko to itna yakin hai mujhe pyaar tumse nahi hai
nahi hai
8- gori tera gaanv bada pyaara
9- o jogi hum to lut gaye tere pyaar mein
10-shayad yahi to pyaar hai (lucky)
11-hum hai is pal yahan jaane ho kal kaha
12- puche jo koi meri nishani rang hina likhna
13- tu hi re tu hi re tere bina mai kaise jiyun(bombay)
14- kehna hi kya ye nain ik anjaan se jo mile
15- mai ri(palash sen)
16- jab nahi aaye the tum tab mere paas the tum
17- jab chali thandi hawaa
18- jara najron se kehdo
19- isharo isharo mein dil lene waale
20- aakhon mein kya ji
21- ek ladki bhigi bhagi si
22- hum bewafa hurgiz na the
23- tere mere sapne ab ek rang hai
24- rimjhim gire saawan sulag sulag jaaye man
& the most fav one is meri bhigi bhigi si palkon mein reh gaye jaise mere sapne bhikharke jale man tera bhi kisi key milan ko anamika tu bhi tarse:)
 
bhai mujhe to apni haryana ki hi samajh mein nahin aati to rajasthani to kaafi door ki baat hai...lekin mujhe sabse acchi bhasha rajasthani hi lagti hai...rajasthan ka koi bhi rishtedar aata hai ghar pe to sabse ek baar rajasthani jaroor bulwa ke dekhti hun:D ...badi meethi hoti hai...apni haryana ki to lath-maar hai :D ....to bhai ye rajasthani gaane pure pure likha karo...kam se kam padh to sakhungi..phir baad mein kisi rishtedaar se samajh bhi lungi :)

kyaaaaaa aap bhee. international level ke geeto kee red laga dee.....
hehehehe. khar mai poore likhunga.....

netra......
 
Status
Not open for further replies.
Back
Top