pushpindermalik
New member
good
its good one mine fav too
but makes me immotional
thanx bahut dino ke baad ye gaana suna hai
its good one mine fav too
but makes me immotional
thanx bahut dino ke baad ye gaana suna hai
one more NEELAM JIEEE
Jab koi baat bigad jaaye jab koi mushkil pad jaaye
Tum dena saath mera o humnawaaz
Jab koi baat bigad jaaye jab koi mushkil pad jaaye
Tum dena saath mera o humnawaaz
Na koi hai na koi tha zindage mein tumhaare siva
Tum dena saath mera o humnawaaz
Ho chaandni jab tak raat deta hai har koi saath
Tum magar andheron mein na chhodna mera haath
Jab koi baat bigad ...................
Wafadaari ki vo rasmein nibhayenge hum tum kasmein
Ek bhi saans zindagi ki jab tak ho apne bas mein
Wafadaari ki vo rasmein nibhayenge hum tum kasmein
Ek bhi saans zindagi ki jab tak ho apne bas mein
Jab koi baat ....................
Dil ko mere hua yakeen hum pehle bhi mile kahin
Silsila ye sadiyon ka koi aaj ki baat nahin
Jab koi baat ..................
Na koi hai na koi tha zindage mein tumhaare siva
Tum dena saath mera o humnawaaz.............