Wafa aur mohabbat

Status
Not open for further replies.
Agar kisi ko pyaar karna bhi paap hota yahan
To duniyan mein batao aaj kiska daaman saaf hai
Woh to bewafaai karke bhi aaj aachhe ban gaye
Hum wafa karke bhi hue badnaam, ye kya insaaf hai

Nice......keep it up!Changing track.....?

Mehfil sajji thi lag rha tha Jaam ka daur par daur
Jaam mei kya tha ye nahi kiya kissi nei bhi gaur
Wo jaam tha lahhu merre armanno ka
Lekin Sanam keh rha tha..wah-2 ek aur,ek aur.
 
Thanks and welcome always, Dev Sir !

Nice......keep it up!Changing track.....?

Mehfil sajji thi lag rha tha Jaam ka daur par daur
Jaam mei kya tha ye nahi kiya kissi nei bhi gaur
Wo jaam tha lahhu merre armanno ka
Lekin Sanam keh rha tha..wah-2 ek aur,ek aur.

Unhone jaam pilaaye humen aur apne haathon se
Kisko khabar thee ki jaam kahan aur hum kahan
Ek to mohabbat aur mehboob ke haathon se jaam
Aab to woh hi kuchh kahega jise hai hosh yahan
 
Unhone jaam pilaaye humen aur apne haathon se
Kisko khabar thee ki jaam kahan aur hum kahan
Ek to mohabbat aur mehboob ke haathon se jaam
Aab to woh hi kuchh kahega jise hai hosh yahan

Humnei aansuwon ko bahut samjhaya ke meri tanhai mei aaya karo
Tumm sarre mehfil majjak mera uddaya na karo
Ye suna aur Aanssu taddaff kar bolle
Hum tou bharri mehfill mei bhi aapko tanha patte hein
Humse aapki halat dekhi nahin jaati isslliye bebaak challe aate hein.
 
Ye anshoo to us dilbar ke pyar ki saugaat hai
Jisne hum jaise shakhs ko ab jeena sikha diya
Hume kya pata tha kya jaam hai aur kya maikhana
Aur aaj unki yaad ne humko peena sikha diya
 
Ye anshoo to us dilbar ke pyar ki saugaat hai
Jisne hum jaise shakhs ko ab jeena sikha diya
Hume kya pata tha kya jaam hai aur kya maikhana
Aur aaj unki yaad ne humko peena sikha diya

Wo chale dou kaddam hammare sangg aur hum usse pyar samajh baithhe
Aaj wo kissi ki amaanat hein,Dou kaddam ka saath hi sahi,usse bewaffa bhi kyun kehte.
 
The most important thing in life is to love someone. The second most important thing is that someone loves you. The third most important thing is that first two happen at the same time. :)
These lines r so important coz all 3 hardly occur:) I remember those lines of a song frm movie..DIL KYA KARE

Pyaar ke liye char pal kam nahin the
Kabhi tum nahi the, kabhi hum nahi the
 
Kaun hei jisnei laggai merre pyar ko aissi nazzar
Kissne bhonkk diya merre jiggar mein lohe ka khanjjar
Ai chhupe rustam hum tumhrein dua e pyar dete hein
Taki tumhein challe patta tutte huwe dil ka manjjar.
 
Pyar karne walon ko inkaar achha nahin lagta
Iss duniya ko 2 dillon ka ikrar achcha nahin lagta
Jab tak ashik ki maut na ho jaye
In haseeno ko pyar sachcha nahin lagta.

Kash husn yu badnaam na hota
Bewafaii ka charcha sare aam na hota
Jo de deta koi hathoon mein haath
Mohabbat ka apne ye anjaam na hota
 
Duniya sadiyo se dushman hai mohabbat ki
Lekin deewane to fir bhi mohabbat karte hai
Maut aane se pahle hi mar jaate hain ashiq
Ye husn wale to fir bhi shikaayat karte hain

Jo ki hai mohabbat, to iske kayadoon par chalna padta hai
shama parwane ke milan mein,parwane ko pehle jalna padta hai
 
Kash husn yu badnaam na hota
Bewafaii ka charcha sare aam na hota
Jo de deta koi hathoon mein haath
Mohabbat ka apne ye anjaam na hota

Haath ki baat karte ho humnei tou dil sonppa tha
Parr uss hasseen nei tou peethh mein chhurra ghonpa tha
Hussan tou cheejj hi kuchh aissi hei jo krrade jullmo sittam
Sabse badda hota hei muhobbat mei bikharr jane ka ghamm.
 
Fir vahi tohmat, fir wahi ilzaam
na kijye husn ko is kadar badnaam
hai isse ke badaulat mohabbat ka naam
aaj bhi sara jahan hai husn ka gulaam:)
 
Fir vahi tohmat, fir wahi ilzaam
na kijye husn ko is kadar badnaam
hai isse ke badaulat mohabbat ka naam
aaj bhi sara jahan hai husn ka gulaam:)

Manna ki hussan ke hein saare ghulaam
Charche bhi karte hein sarre iske tammam
Par jab ye hussan bewaffai par uttar aaata hei
Kassam se ta janam rukk-2 kar rulata hei.
 
Manna ki hussan ke hein saare ghulaam
Charche bhi karte hein sarre iske tammam
Par jab ye hussan bewaffai par uttar aaata hei
Kassam se ta janam rukk-2 kar rulata hei.

Ase bhi kya berukhi janab
har husn wala nahin hota khraab
ho jate hai haseeno se galti kabhi kabhi:)
husn ko na pehnaiye bewafaai ka khitaab
 
Kash husn yu badnaam na hota
Bewafaii ka charcha sare aam na hota
Jo de deta koi hathoon mein haath
Mohabbat ka apne ye anjaam na hota

Husn ne khud hi banaam kiya hai sada apne aap ko
Ye mohabbat to unka har mod par intezaar karti hai
Apni khudgarzi ko dekar woh ek majboori ka naam
Ashiqon ke liye judaai ke gum ka intezaam karti hai
 
Jo ki hai mohabbat, to iske kayadoon par chalna padta hai
shama parwane ke milan mein,parwane ko pehle jalna padta hai

Ye kaise ajeeb kaide likhe hain mohabbat karne waalon ke liye
Parwana to jal kar raakh ho gaya aur shama ko maloom bhi nahin :)
 
Last edited:
Fir vahi tohmat, fir wahi ilzaam
na kijye husn ko is kadar badnaam
hai isse ke badaulat mohabbat ka naam
aaj bhi sara jahan hai husn ka gulaam:)

Mana sara jamana hai husn ka gulaaam
Lekin ishq ke bina hai kya unki pehchaan
Agar ishq ne husn pe marna chhod diya
Dhare rah jaayenge husn ke sab armaan
 
Ase bhi kya berukhi janab
har husn wala nahin hota khraab
ho jate hai haseeno se galti kabhi kabhi:)
husn ko na pehnaiye bewafaai ka khitaab

Husn ke jalwe hai aur ishq ki mohabbat hai
Ek duje ke bina yahan kisi ka wazood nahin
Sacchi mohabbat to pa hi legi apne pyaar ko
Khudgarzon ko milti manzil-e-maqsood nahin
 
Status
Not open for further replies.
Back
Top