Agar kisi ko pyaar karna bhi paap hota yahan
To duniyan mein batao aaj kiska daaman saaf hai
Woh to bewafaai karke bhi aaj aachhe ban gaye
Hum wafa karke bhi hue badnaam, ye kya insaaf hai
Nice......keep it up!Changing track.....?
Mehfil sajji thi lag rha tha Jaam ka daur par daur
Jaam mei kya tha ye nahi kiya kissi nei bhi gaur
Wo jaam tha lahhu merre armanno ka
Lekin Sanam keh rha tha..wah-2 ek aur,ek aur.