I am proud to be a jat and never feel ashamaed of that.
I really appreciate Dev Sir's compositions, full of inspiration and dignity.
Mahanta ki kam se kam EK MISAAL
ghar-ghar mein honi chahiye
Na ujaddney de chaman desh ka
aisa ek sashakt-karmath maali chaiye
Naveenta/praveenta har kisi me honi chahiye
Abal dikhey par ho sabal aisi NARIYAN chahiye
Paar Dehleej ke jaye khushali ke liye
Vidya-Dhan ko badhaye din pratidin
Agar JAT aisa Kaarnama kar dikhaye
TO PHIR SABKO JAT HI HONA CHAIYE
Jat hone par hamme na sharm aani chahiye
Gar pyar na ho kaum se to jaiye ji jaiye
Ye naam lene ke liye dee seinkdon kurbaniyan
Sarr katta ke rokk di thi,Mughlon ki haiwanian
Khoon se lath-path hue uss ghaw ko sehlaiye
Gar pyar na..............................................
Haar dekho man-na seekha nahi hamne kabhi
MARSHAL ka mil gaya tha dekho darja to tabhi
Veerata ki punjiyon ko vayarth na ganwaiye
Gar pyar na....................................
Pichhle 30 saal se jat preshan hein
Education chhod di, baith gaye bar mei
AATMA ko jakkad liya paisse ke pyar nei
Gaon harr ek ko Chhotu Ram chahiye
Gar pyar................................
Kammi abhi bhi nahin hei,Jajba jagaiye
Arya ji jaise loggon ko galle lagaiye
Apno se bhag kar duur matt jaiye
Sabhi sachhe Jat bhai ek saath aaiye...
Gar pyar................................
We use essential cookies to make this site work, and optional cookies to enhance your experience.