subhashbalhara
New member
really very very good linesBahut Khoob..aur is say inspire ho kar kuch pesh kar raha hoon..meri hi kuch pankatiyaan
Jab hum woh dooriyan mitaa na sake
paas ho kar bhi paas aa na sake.
Saanatta tha itna gehra
Ghar kay konay main ek deepak bhi jala na sake
Kya thi woh majbooriyaan
Ki apnay hokar bhi unhe apnaa na sake.![]()
SB
GJU
Last edited: