amritameerut01
New member
Us ko chaha bohat magar wo mila hi nahi,
Lakh koshish ki magar fasla mita hi nahi,
Usko zamane ne majboor iss kadar ker diya ke wo,
Mere kisi sada per therha hi nahi,
Har ek se pocha sbab us ke na milne ka,
Har ek ne bataya wo tere liye bana hi nahi,
Main tamam tar koshish ke bavjood har gaya,
Aur wo use mil gya jisne use manga hi nahi.